Best Collection of New Sad Poetry SMS at Funny SMS
Our
Sad Poetry SMS category offers poetry dealing with the emotional pain and hurt common to all. Sad Poems includes poetry sections on Lost Romance, Lost Friendship, Poems, Loss from Death, Depression and Suicide,
Sad Poetry SMS, and sensitive Social Issues like child abuse. Our collection of Sad Poems includes sad poems, depression poems, sad love poems, death poems as well as sad poems written by teens. You can also
Submit Sad Poetry SMS here.
Latest Sad Poetry SMS:
-
Tho Kya Huwa Aankhon se Tootte hai sitaa
Tho Kya Huwa Aankhon se Tootte hai sitaare to kya huwa Chalte nahi wo saath hamare to kya huwa Toofaan ki zad mein azm mere saath saath tha Kashti ko mil sake na kanare to kya huwa Tanhayion ne mujh ko gale se laga liya Wo ban sake na Dilse hamare to kya huwa Sau hausle hamare qadam choomte rahe Kuchh be sukoon raat guzare to kya huwa Manzil bhi, kaarwan bhi, musafir bhi khud raha Saathi bane na Hamare chaand sitaare tho kya huwa....?
By:
musarat
Send To Mobile
-
aane kyun wo saanso ki dor tootne nahi d
aane kyun wo saanso ki dor tootne nahi deta bas do kadam aur chalne ka waasta dekar mujhe rukne nahi deta baat kehta hai wo mujhse hans hans kar jee lene ki ajeeb shakhs hai mujhko chain se rone nahi deta aaj hausla deta hai mujhe chaand sitaro ko chhu lene ka wo pyara sa chehra mujhe tootkar bikharne nahi deta shayad jaanta hai wo bhi in aankhon men aansuo ka sailaab hai jaane kyun fir bhi wo in aansuo ko girne nahi deta mujhse kehta hai, "main to mar jaunga tumhare bina" main zinda hun ab tak ke wo mujhe merne nahi deta..
By:
musarat
Send To Mobile
-
zinda rahen hum to kya hai jo mar jaayen
zinda rahen hum to kya hai jo mar jaayen ham to kya
duniyaa se khaamoshi se guzar jaayen ham to kya
hasti hi apani kya hai zamaane ke saamanay
ek Khwab hain jahaan men bikhar jaayen ham to kya
ab kaun muntazir hai hamaaray liye vahaan
shaam aa gai hai laut ke ghar jaayen ham to kya
dil kii khalish to saath rahegii tamaam umr
dariyaa-e-gham ke paar utar jaayen ham to kya
By:
musarat
Send To Mobile
Submit Your Comments: