Buy PUBG Mobile UC in Pakistan
SMS Categories
Our Community
Facebook Group Facebook Page
Follow Us on Twitter Follow Us on Twitter

Best Collection of New Sad Poetry SMS at Funny SMS

Our Sad Poetry SMS category offers poetry dealing with the emotional pain and hurt common to all. Sad Poems includes poetry sections on Lost Romance, Lost Friendship, Poems, Loss from Death, Depression and Suicide, Sad Poetry SMS, and sensitive Social Issues like child abuse. Our collection of Sad Poems includes sad poems, depression poems, sad love poems, death poems as well as sad poems written by teens. You can also Submit Sad Poetry SMS here.

Latest Sad Poetry SMS:

  • Wo shakhs to kab ka Bichar chuka hai
    Udaas Lamho,

    Ujaar raato,

    Mery takhayyul se door bhago

    Ye neend mujh se Bezaar hai Q?

    Is dukh ko mujh se hi Piyaar hai Q?

    Ye log jo mery Rah'ber hen,

    Ye meri sochon se be khabar hen

    Ye mujh se kehty hen,

    Titlion per, me Jugnu'on per kitab likhun..

    Unhen me kese Bataun K ab,

    Bahaar mosam guzar chuka hai!!

    Udas Bekal Khizan ka Mosam,

    Hamary dil me uter chuka hai..

    Hamary Qehqahon ka Khushbu'on ka,

    Wo dor kab ka guzar chuka hai..

    Ab to jeena Wabaal apna,

    Na Roop-o-Rang-o-Jamal Apna..

    Tha jis ko thora khayal Apna

    Wo shakhs to kab ka Bichar chuka hai...


  By: Raheel Ahmed   Send To Mobile
  • Mujhe jaisey rulate ho
    Kabhi ju Ehsaas ho tum ko

    Ke Tum acha nahi kerte

    Jo mujh ko yun roolate ho

    Lahoo mera jalate ho

    Ager is aag main jal ker

    Main ek din raakh hojaoon

    Mujhe dil se bhulaa dena

    Samander main baha dena

    mager ye yaad rakhna tum

    Khuda se ye dua kerna

    ke jo Acha lagey tum ko

    Wo tum jaisa na ho hargiz

    Warna tum bhi ro'ogey

    Mujhe jaisey rulate ho


  By: Sumaira Malik   Send To Mobile


  By: Rabia Naz   Send To Mobile


  By: Raheel Ahmed   Send To Mobile
  • Bohat Kho Chuka Hon
    Bohat Kho Chuka Hon Ab Khony Ki Taqat nhi Muj Mei "Mohsin""

    yeh Jo Kuch Log Mery Hein Unhein Mera Hi Rehny Do..


  By: Maha Abro   Send To Mobile
  • Ishq di rah bari okhi
    Ishq di rah bari okhi,
    Jey turiye te Yar mila denda.

    Hath Peer dey chumn na dain loki,
    Ishq kutyan dey pair chuma denda.

    Ishq uoch te nich wekhda nae,
    Zatan, Mazhb dey farq mita denda.

    Kadi mildy nae Mehboob hatiyan (shop) ton,
    Ishq fair v bolian lwa denda.

    Na ay Peer te Mureed wekhe,
    Ghungru Syedan dey pairi pwa denda.

    ALLAH ishq nu ay tofeeq bakhshi,
    Nezey utay QURAN suna denda.

    Athru ek v nikle jey Aashiqan da,
    Sohne RAB da arsh hila denda,


  By: Maha Abro   Send To Mobile
  • Kissi ki jaan jaye gi
    "Kissi ki
    jaan jaye gi
    to jaan
    jao gay
    "WASI"


    K hasil
    kuch nahi
    hota
    kisi ko Aazmanay say...


  By: Naila Soomro   Send To Mobile
  • Yahan har shakhs har pal haadsa hone se darta ha
    "Yahan har shakhs har pal haadsa hone se darta ha,

    Khilona ha jo matti ka, fana hone se darta ha,

    Mere dil k kisi kone mein ik masoom sa bacha,

    Baron ki dunya daikh kar, bara hone se darta ha,

    Ajab ha zindagi ki qaid mein dunya ka har insan,

    Rehayi maangta hy or riha hone se darta ha...!


  By: Naila Soomro   Send To Mobile
  • Mohabbat ki haseen raahon mein aksar maine dekha hai
    Mohabbat ki haseen raahon mein aksar maine dekha hai,

    Jo sathi sath chalte they, bichhartey maine dekha hai,

    Sajaatey they barey hi shoq se khayalon ki haseen duniya,

    Bohat choti si baaton pe ujartey maine dekha hai,

    Jo kehte they k ik pal bin tere hum reh na payenge,

    Saamna ab ho to chup chap guzartey maine dekha hai,

    Jo kehte they tera rishta zamaney bhar se afzal hai,

    Unhi rishton ko pal bhar mein badalta maine dekha ha.


  By: Raheel Ahmed   Send To Mobile
  • Halat-e-ghum mein mubtala hen
    Halat-e-ghum mein mubtala hen, hum ab logon k rawayion sy.,.,
    yeh la'elaj marz kahen jaan laywa sabit na ho jay...


  By: Muhammad Abdullah   Send To Mobile
Sad Poetry SMS By Page: << 323334353637 3839404142 >>

Submit Your Comments: