Best Collection of New Sad Poetry SMS at Funny SMS
Our
Sad Poetry SMS category offers poetry dealing with the emotional pain and hurt common to all. Sad Poems includes poetry sections on Lost Romance, Lost Friendship, Poems, Loss from Death, Depression and Suicide,
Sad Poetry SMS, and sensitive Social Issues like child abuse. Our collection of Sad Poems includes sad poems, depression poems, sad love poems, death poems as well as sad poems written by teens. You can also
Submit Sad Poetry SMS here.
Latest Sad Poetry SMS:
-
Mohabbat hai to phir
Mohabbat main deewangi zaroori hai
Mohabbat saare
Rishte naate torr
deti hai
faqat ek Dil se
Rishta jorr leti hai
Mohabbat ki haddein hoti nahi
Haddon ko torr dena
Is ka shewa hai
Agar tumhain mujh se
Mohabbat hai to phir
Yeh rishte naaton ki
Bandishein torrna hongi
Agar aisa nahi karsakte to
Phir hum tum apni khuwahish ke
Khilone torr dete hain
Dilon ko morr lete hain
Mohabbat main deewangi zaroori hai
Mohabbat saare
Rishte naate torr
deti hai
faqat ek Dil se
Rishta jorr leti hai
Mohabbat ki haddein hoti nahi
Haddon ko torr dena
Is ka shewa hai
Agar tumhain mujh se
Mohabbat hai to phir
Yeh rishte naaton ki
Bandishein torrna hongi
Agar aisa nahi karsakte to
Phir hum tum apni khuwahish ke
Khilone torr dete hain
Dilon ko morr lete hain
Mohabat chor detey hen…!!…!!
By:
Rabia Naz
Send To Mobile
-
MOHABAT CHOR DI HUM NE
Ye us se keh dya kis ne,
K us bin reh nahi sakte,
Ye dukh hum seh nahi sakte,
Nahi Jana
Ghalat fehmi hui hai us ko,
Han itna man late hai,
K us bin hum bohat roye,
Kai raton ko na soye,
Magr afsos meri jan,
K ab k wo jo lautay ga,
Hamain tabdeel paye ga,
Bohat mayus ho ga wo,
Agar wo pochna chahye,
K aisa kyun kiya hum ne?
To sun lo ghor se,
Purani ek riwayat tang aa kar tor di hum ne,
MOHABAT CHOR DI HUM NE.....
By:
Rabia Naz
Send To Mobile
-
Yeh daagh daagh ujaala
Yeh daagh daagh ujaala, yeh shab gazida sahar
Woh intizaar tha jis ka, yeh woh sahar to nahin
Yeh woh sahar to nahin jis ki aarzoo lay kar
Chaley tthey yaar key miljaegi kahin na kahin
Falak kay dasht mein tarron ki akhiri manzil
Kahin to hoga shab-e-sust ghum ka saahil
Kahin to jakey lageyga safina-e-ghum-e-dil, yeh shab gazida sahar
Woh intizaar tha jis ka, yeh woh sahar to nahin
Yeh woh sahar to nahin jis ki aarzoo lay kar
Chaley tthey yaar key miljaegi kahin na kahin
Falak kay dasht mein tarron ki akhiri manzil
Kahin to hoga shab-e-sust ghum ka saahil
Kahin to jakey lageyga safina-e-ghum-e-dil
By:
Naghma Khan
Send To Mobile
-
Woh to deewana tha mujhe tanha chor gaya
Woh to deewana tha mujhe tanha chor gaya
khudh na ruk saka to apna saya chor gaya
dukh nahi gham is baat ka hai
aankhon se kar k wada bataon se tor gaya
koi na mila aisa jis pe duniya luta dete,
sab ne dokha diya kis kis ko bhula dete,
dil ka dard dil me dabaye rakha,
bayan kiya hota to sari mehfil ko rula dete
By:
Naghma Khan
Send To Mobile
-
Ek Gulaab Tha
Ek Gulaab Tha
Zara Der Ka kOi
Khwab Tha,
Jo Guzar Gaya Si
Guzar Gaya
Wo Udaas Dhoop
Samait Ker
kahin Wadiyo’n Main
Utar Gaya
Usay Ab Na De Mere
Dil Sada
Jo Guzar Gaya So
Guzar Gaya
Ye Safar Bhi Kitna
Taveel Hy
Yahan Waqt Kitna
Qaleel Hy
Kahan Laut Ker Koi
Aaye Ga
Jo Guzar Gaya So
Guzar Gaya …!!
By:
Naghma Khan
Send To Mobile
-
Ye shab-e-firaq ye bebasi
Ye shab-e-firaq ye bebasi,
Hen kadam kadam pe udasian,
Mera sath koi na dy saka,
Meri hasratein hen dhuwan dhuwan,
Mn trap trap k jia to kia,
Mery khuwab mujh sy bichar gae,
Ma udas ghar ki sada sahi,
Mujhy dy na koi tasalian,
Ye fiza jo gard o ghubar hy,
Meri bekasi ka mzar hy,
Ma phool hon jo na khil saka,
Meri zindgi mn wafa kahan,
Chali aisi dard ki andhian,
Mery dil ki basti ujar gai,
Ye jo raakh si hy bhuji bhuji,
Hen isi me meri nishanian.....
By:
Saba Qureshi
Send To Mobile
Submit Your Comments: