Buy PUBG Mobile UC in Pakistan
SMS Categories
Our Community
Facebook Group Facebook Page
Follow Us on Twitter Follow Us on Twitter

Best Collection of New Mazahiya Shayari at Funny SMS

Resource for Mazahiya Shayari, Urdu Poems. Continue for our current list of the Mazahiya Shayari , Urdu Poems. We're collecting some of the funniest poems from poets around the globe with our aim, to bring more laughter to the world. A free, online funny poetry resource providing the famous funny poems by the World's most popular Poets. Whether your search is for Classic Funny Poetry / Mazahiya Shairy or Modern Funny poetry you will find the funny poetry of your choice on this Funny Poetry section. You can Also submit Mazahiya Shairy here.

Latest Mazahiya Shayari:

  • Poem Written on Tatti
    This Authentical Poem is Written on Tatti
    by You Better Knows.

    Kyun Tatti Tatti Karti hai,
    Kyun lende pe tu Marti hai.

    Ik bat Mujhe Batla De Tu,
    Us Qabaz Se Kyon nai Darti hai,

    Kya Hota hai Tatti Main,
    Tatti ki Laga Don Dheri,

    Main Barish Kar Don Tatti Ki,
    Jo Tu ho Jae Meri. :-)


  By: Shayare Maghrib   Send To Mobile
  • Apni Sari Girlfriends
    Zindgi Apni Masti Mai Jiya Kar

    Ishq Bohat Buri Cheez Hai Na kiya Kar

    Tu Apna Pura Dhiyaan Education Pe Morr De

    Or Apni Sari Girlfriends mere Liye Choor De. :-)


  By: Nooman   Send To Mobile
  • Bachi Koi Nahi Phassi
    Baith kar Tanha Udaas Raaton Main
    Ye Sochta Rehta Hon Wasi...

    .
    .
    .

    Saal Muk Gaya par Bachi Koi Nahi Phassi! :-)


  By: Muhammad Ishfaq   Send To Mobile
  • Teray Shehar Main Wasi
    Main Ghoomta Raha Teray Shehar Main Wasi

    Koi Ek Bhi Bachi na Phassi

    Kisi Ne Chaye Poochi hai na Lassi

    Ja Oye Wasi Tu vi Khassi Tay Tera Shaher vi Khassi..


  By: Nooman   Send To Mobile
  • B.A 5 Sapliyaan
    Apni he Dhun me Rehti thi.
    Ik larki Shokh or Chanchal si.

    Har ek Se Batein krti thi.
    Khoob mauj masti wo krti thi.

    Ik dhanak thi us ky chehray per.
    Apni he Dhun me Rehti thi.

    Ik Larki shokh or chanchal si.
    Har ek Se Batein Karti thi.

    Khoob Mauj masti Wo Karti thi.
    Ik Dhanak thi us ky Chehray per.

    Phir janay kya Toofan Aaya.
    Chehray k Rung Bikhar Gaye.

    Khushiyon k Rung Utar Gaye.
    Jab poocha kisi ne Aye Larki!

    Tum ne ye Chup kyun Saadh li hai?
    Wo kuch na boli, Bus Ro di.

    Aur Khaak pe Hath ki Ungli Se.
    Ik lafz Likh Dala...!!

    "B.A"
    5 Sapliyaan. :-)


  By: Rooman Qamar   Send To Mobile
  • Shaadi ho Lahore mein
    Jiddat ke is Dour Main
    Shaadi ho Lahore Main.

    Pyari si ik Biwi Ho
    Jaise rangeen TV Ho.

    Gol Matol Se Saalay Hon
    Jaise Dahi ke Pyaalay Hon.

    Pyari si ik Saali Ho
    Biwi ke Baad Ghar Wali Ho.

    Pehni Us Ne Saari Ho
    Jaise Nai Gaari Ho.

    Aisa Us Ka Roop Ho
    Jaise Chamakti Dhoop Ho.

    Hirni Jaisi Chaal Ho
    Aur Husn Bemisaal Ho.

    Jiddat ke is Dour Main
    Shaadi ho Lahore Main.


  By: Shayare Maghrib   Send To Mobile
  • Mohabbat Ki Rahon Main
    Mohabbat Ki Rahon Main Har Pal Dard Milega


    Wah Wah


    Mohabbat Ki Rahon Main Har Pal Dard Milega

    .

    .

    Meri Maano Ek "Medical Store" Khol Lo Bohat Chalega. :-)


  By: Dhump   Send To Mobile
  • Pagal Banana Chhor Do
    Humko Yun Pagal Banana Chhor Do.

    Muftay Ka Maal Khana Chhor Do.

    Tumhari Khushbu Ajeeb He Hoti Hai.

    Bartan Waly Sabun Se Nahana Chhor Do.


  By: Shayare Maghrib   Send To Mobile
  • Young Generation Ki Dua
    Young Generation Ki Dua:

    Oh my GOD
    oh my MOLA

    Give me one TOYOTA ya COROLLA
    A Mobile NOKIA ya MOTROLA

    God I'm alone in your Whole World.
    So Please Give me one GIRL Friend who has age of SOLA.

    But the Girl should be HOT and SHOLA.


  By: Love Virus   Send To Mobile
  • Aapki Achi Nokri ho
    Dua hai

    Aapki Achi Nokri ho
    1 Achi Chokri ho

    Aapko Miss kre
    Mujhe Kiss kre

    Apko Papi de
    Mje Japhi de

    Apse Ikrar kre
    Mjse Pyar kre

    Aap K sath Roye
    Mere sath Soye. :-)


  By: Rooman Qamar   Send To Mobile
Mazahiya Shayari By Page: << 495051525354 5556575859 >>

Submit Your Comments: