Best Collection of New Mazahiya Shayari at Funny SMS
Resource for
Mazahiya Shayari, Urdu Poems. Continue for our current list of the Mazahiya Shayari , Urdu Poems. We're collecting some of the
funniest poems from poets around the globe with our aim, to bring more laughter to the world. A free, online
funny poetry resource providing the famous funny poems by the World's most popular Poets. Whether your search is for Classic
Funny Poetry /
Mazahiya Shairy or Modern Funny poetry you will find the funny poetry of your choice on this Funny Poetry section. You can Also
submit Mazahiya Shairy here.
Latest Mazahiya Shayari:
-
Tabdeeli
Imran Khan k jalsay me 1 larki
mere dil me sama gai,
Wah wah wah
Imran Khan k jalsay me 1 larki
mere dil me sama gai,
.
.
.
.
Tabdeeli aa gai
Tabdeeli aa gai..:-)
By:
Naghma Khan
Send To Mobile
-
Lab pe ati hai Dua ban k
Lab pe ati hai Dua ban k tamanna meri
Zindagi goli se ho mehfooz Khudaya meri
Na koi Bam dhamakay se Ura dy mujh ko
Muft me jaam e Shahadat na pila dy mujh ko
Mery Allah target killing se bachana mujh ko
Or sikha dy koi Pistol ko chalana mujh ko
Mery na hony se shehar me andhera ho jaye
Door Pakistan se Dehshat gardon ka basera ho jaye..
Aameen
By:
Maha Abro
Send To Mobile
-
YUMMY Friends
Tumhary bina zindagi me hai Sannata
Tum hi mera kabab, tum hi mera paratha
Ye dil to ho gaya tum pe lattu
Tum hi to ho mere Besan k Laddu
Ab to dekhun tumhary hi Dream
Tum hi to ho meri Chapati or Haleem
Jo tum ho saath to her shaam hai Suhani
Tum hi to ho meri Student Biryani
Jahan bhi dekhun tum aatay ho Nazar
Tum hi to ho mere KFC k Burger
Ye dosti sada rahay hamari
Tum hi to ho meri zindagi ki Nihari
Always b Happy my YUMMY Friends
By:
Naila Soomro
Send To Mobile
-
Arz kia hai
Arz kia hai
Hum apki yaad mein ro rahe hain.
wah wah
Zara ghor famaye.
hum apki yad mein ro rahe hain
Or aap CHOOTER ultey kar k so rahe hain!....:-)
By:
Raheel Ahmed
Send To Mobile
-
Wafa tum me hai
Wafa tum me hai,
to bewafa hum bhi nahi
Haya tumme hai,
to behaya hum bhi nahi
pyar ke aakhri mor par aakar kehte ho ki hum shaadi-shuda hai,
par jaate-jaate sunte jao ke kuware hum bhi nahin.............
By:
Sumaira Malik
Send To Mobile
Submit Your Comments: