Best Collection of New Islamic SMS at Funny SMS
Best collection of
islamic sms and Al-Quran / Al-Hadith(Hadees) of the Day / text messages in roman urdu & english. Yes, you can also see good collection of sms messages related to Islam. Send these
cute Islamic sms messages to your
Muslim friends and brothers. Cool collection of Ramazan sms,
Ramadan month sms. You can also
submit islamic sms here.
Latest Islamic SMS:
-
Expensive Gift
Expensive Gift
"Sura Kosar" Dushmanon Ki Dushmani Se
"Sura Kaferoon Mout K Waqt Kuffur Se
"Sura Ikhlaas" Munafiqat Se
"Sura Falak" Haadson Se
"Sura Naas" Waswason Se Bachati Ha
Ye Boht Qeemti TOHFA ha
Dusron ko b Ye TOHFA den
Q k ALLAH TOHFA dene walo ko pasand farmata hai.
By:
musarat
Send To Mobile
-
Quraan pak ki Roshni me Deangi virus ka elaj
Asalam.o.Alaikum!
Quraan pak ki Roshni me Deangi virus ka elaj.
"27 paary ki sur e Rehman or 28 paary ki Sur e Tagabun"
parh kr mariz py dam krn or pani py b dam kr k pilaty rhn. Jb tak shefa na ho. Inshaallah Allah pak k karam se sheefa hogi.
Is Sms ko jitna ho saky farword krn.
Jazak Allah.
By:
musarat
Send To Mobile
-
~~ATTENTION PLZ~~
attention plz:-----
asalm-o-alaikum
MEAN (tum per salamti hu ]
saam-o-alaiku [tum barbad hu ]
asaam-e-alikum [tum ku moat aye]
assa-e-alikum [tum khushi ku tarsu]
sala le kum [tum pe lanat hu ]
.
very basic mistakes even as a muslims we dont know how 2 say "$alam"
so be careful while ssaying salam :-d
fAIZA
By:
faiza
Send To Mobile
-
HAZRAT MOHAMMAD (S.A.W.W) ki kuch adaat
HAZRAT MOHAMMAD (S.A.W.W) ki kuch adaat
1- Chalty wqt nigah nechay rakhty
2- Salaam me hmesha pehal krty
3- Mehman’Nawazi khud krty
4- Nafli ibadat chup kr krty
5- Farz ibadat sb k samny krty
6- Bimaar ki mizaj’pursi krty
7- Jb khary hoey gussa aata to beth jaty or bethy hoey gussa ata to lait jaty
8- Miswaaq krty
9- Esha se pehly kbi na soty
10- Kbi khul kr na hansty sirf muskraty
ALLAH is sms ko FRWD krny waly ki tmam Hajtain puri kare
Ameen.
By:
musarat
Send To Mobile
-
Waqt Par Namaz Parhna
Hazrat Abdullah Bin Masood (R.A) Ne farmaya k
Mainy Rasool (S.A.W) sy pocha k
Deen k kaamo men Konsa Amal Sab sy afzal hy?
Aap (S.A.W) ny farmaya:
"Waqt Par Namaz Parhna".
Mainy pocha! Is k bad?
Aap (S.A.W) ny farmaya:
"Waldain (parents) k sath acha sulook krna".
(Sahi Bukhari Hadees # 2782)
By:
musarat
Send To Mobile
Submit Your Comments: