Best Collection of New Islamic SMS at Funny SMS
Best collection of
islamic sms and Al-Quran / Al-Hadith(Hadees) of the Day / text messages in roman urdu & english. Yes, you can also see good collection of sms messages related to Islam. Send these
cute Islamic sms messages to your
Muslim friends and brothers. Cool collection of Ramazan sms,
Ramadan month sms. You can also
submit islamic sms here.
Latest Islamic SMS:
-
Rook Naa Jana Khoof Say Beech Rah Mein
Rook Naa Jana Khoof Say Beech Rah Mein
Khuda Ki Baargah Mein Gir Kar Ro Lenaa
Khud Ko Girnay Na Dena Apni Nigah Mein
Farishton Ko Kahan Hasil Toba Ki Lazat
Khata Karnaa Hay Fitrat-E-Insaan Mein
Khushiyan Muqadar Say Milti Hein Yahaan
Gham Miltay Nahi Baysabab Is Jahan Mein
Khudsaakhtaa Ohaam Say Rakhnaa Mun Ko Khali
Khudaa Miltaa Nahi Behs-O-Taqraar Mein
Duniya Ki Mehfil Mein Yaad Rakhnaa Nayaab
K Tanhai Rehnaa Hay Qaber K Makan Me
By:
musarat
Send To Mobile
-
HAZRAT MUHAMMAD (PBUH) Ne Fermaya
HAZRAT MUHAMMAD (PBUH) Ne Fermaya:
?Ek Musalman Per
Dosry Musalman K 6 HAQOOQ Hain?
(1)Bemar Ki AYADAT Karna
(2)SALAM Ka JAWAB Dena
(3)Us K JANAZE Me SHIRKAT Karna
(4)CHEENK Aye YARHAMKALLAH Kehna
(5)Uski DA?WAT Qabool Krna
(6) Uski Ghair Mojoodgi Main Uska Khair KHUWAH
HONA
(SAHI BUKHARI)
By:
musarat
Send To Mobile
-
Abu Imama Raziallahu Anhu Se Rivayat Hai
Abu Imama Raziallahu Anhu Se Rivayat Hai
Ke Rasulullah Sallallahu Alaihi Wasallam Ne
Fermaya:
Jo Shaks Apne Ghar Se Ba-Wuzu Ho Ker
Farz Namaz Ada Kerney Ke Liye
Masjid Ki Taraf Nikelta Hai
To Isko Hujj Ka Ahraam Bhandney Waaley Ki
Maanand Sawab Milta Hai
(Abu Dawood,
Kitabul Salaat, H#558)
By:
musarat
Send To Mobile
-
Hazrat Umar (RA) ne farmaya
Hazrat Umar (RA) ne farmaya.
?Muhtaji aur Ghurbat 4 chezon se aati hyn.
(1) Jaldi jaldi Namaz parhnay se
(2) Kharay ho kar paani peenay se
(3) Muh se cheraagh bujhanay se
(4) Asteen ya daaman se muh saaf karnay se?
By:
musarat
Send To Mobile
-
Hadees-e-Nabwi SAW
Hadees-e-Nabwi SAW
1.Jo shaks har waqt wazu me rahega Allah uski rozi kushada farmayega.
2.Us shaks ki hajat jald puri hoti hy jo apni hajat ksi or ko na btaye.
3.Jis ne apni namazon ki fiqr chordi Allah ne uski fiqr chor di.
4.Allah us shks ko abad krta hy jo Hadees-e-Nabwi sun k dosron ko pohnchaye.
By:
musarat
Send To Mobile
Submit Your Comments: