Buy PUBG Mobile UC in Pakistan
SMS Categories
Our Community
Facebook Group Facebook Page
Follow Us on Twitter Follow Us on Twitter

Meri Khamoshi



Bohat Takleef Deti hen Na Meri Baaten Tumhen,

"Aye Dost",,

Dekh Lena Ik Din Meri Khamoshi Tumhen Rula de gi..!!
4U..!



Send To Mobile  

<<< Read Previous | Read Next >>>



Submit Your Comments:



Related SMS to "Meri Khamoshi"

  1. Tera Samajh ker - Sad  By: Naila Soomro
    Tum hi Aakhir Thaam lo na Mujhy JANAN,,, Sab ny Chor diya hai Mujhy Tera Samajh ker..!...

  2. Halaat - Sad Poetry  By: Naila Soomro
    Aansu bhi hen Aankhon me, Duaaen bhi hen Lab per,, Bigray Huwe Halaat, Sanwar Q nahi Jaty..!...

  3. Khatam Hony Ko Hai - Sad Poetry  By: Naila Soomro
    Phir se Mil Jao, Laga Jao Dil pe Zakhm Naye,, Khatam Hony ko hai, She'ron ka Khazana Mera..!...

  4. Jane Lage Tere Shahar se  By: Mir HAMID Rind
    jANE lage tere shahar se, tujhe alwida bhi na keh sake. teri sadagi itni haseen thi, tujhe bewafa n...

  5. Ajeeb Manzar  By: Naghma Khan
    Koofay me Eid k Din Manzar Ajeeb Tha,, Ik Laash Be-Kafan thi, Wo Itna Ghareeb tha..!...

  6. Ab Jo bichra Hai  By: Naghma Khan
    Ab jo Bichra hai to Kiya Roen Judai pe Teri,, Ye Andesha to Hamen, Pehli Mulaqat se Tha..!...

  7. Taqdeer  By: Naghma Khan
    Nadamat k Chiraghon se Badal Jati hen Taqdeeren,, Andheri Raat k Aansu Khuda se Baat kerty hen..!!...

  8. Udaasi  By: Naghma Khan
    Na Jany Q Ye Raat Udaas ker deti hai,, Mehsus Yun hota hai, Jese Bichar raha ho koi..!...

  9. Zehar  By: Naghma Khan
    Zehar "Marny" k liye Thora sa,,,,, Aur "Jeeny" k liye Bohat sa Pina Parta hai..!...

  10. Ik Khuwab Hai  By: Naghma Khan
    Ik Khuwab hai, Is Khuwab ko Khona bhi nahi hai, Tabeer k Dhagon me Pirona bhi nahi hai, Lipta huwa...

  11. Ye Zindagi  By: Maha Abro
    Ajeeb Kashmaksh me Phansi hui hai Zindagi,, Jisay Chahty hen Usay Pa nahi Sakty, Aur Itna Chahty h...

  12. Sanam Bewafa  By: Mir HAMID Rind
    Douba He Kuch is Tarha se meri Zindagi Ka Souraj """""Sanam"""" Ke ab mout Bhi Mangta hon to Wo b...

  13. Rafta Rafta  By: Naghma Khan
    Dost to Bohat Thy Safr-e-Zindagi me,, Rafta Rafta Chorty gaye Haal-e-Gharibi dekh ker..!...

  14. Apna Nahi Banta  By: Sumaira Malik
    Aansoo Bahany se Koi Apna Nahi Banta,, Jo Dil se Piyar kerty hen, Wo rony Nahi Dety..!!...

  15. Tere Baad  By: Sumaira Malik
    Tere Baad na Aaye ga Meri Zindagi me Koi Aur, Ik MOUT hai k Jis Ki Hum Qasam Nahi Detay..!!...