Buy PUBG Mobile UC in Pakistan
SMS Categories
Our Community
Facebook Group Facebook Page
Follow Us on Twitter Follow Us on Twitter

Daughter to Father



"GREAT POEM"

(Daughter to Father)

Mujhy itna piyar na do Baba

Kal jitna mujhy naseeb na ho..

Ye jo matha chuma kerty ho ,

Kal is per shikan ajeeb na ho..

Men jab bhi roti hun Baba,

Aap ansu pocha kerty ho,

Mujhy itni door na chorr ana,

Men roun or aap qareeb na ho...

Mere naz uthaty ho Baba,

Mere laad uthaty ho Baba,

Meri choti choti khuwahish per,

Aap jan lutaaty ho Baba,

Kal aisa ho ik nagri men,

Men tanha aap ko yaad karun,

Or ro ro ker feryaad kerun,

"Ay Allah" Mere Baba sa,

Koi piyar jatany wala ho,

Mere naz uthany wala ho...!!
.
.
.
Allah Pak tamam betiyon k naseeb

Bohat bohat achay karen..

Aameen



Send To Mobile  

<<< Read Previous | Read Next >>>



Submit Your Comments:



Related SMS to "Daughter to Father"

  1. Daaman e yaar nahi  By: Sumaira Malik
    Hum jab nibhatay hen to is tarha nibhatay hen Dost Saans lena chorr saktay hen, Magar daaman e ya...

  2. Hum tanha hi achay  By: Sumaira Malik
    Tujhy pana tujhy khona, Tery hijr me rona....! Agar ye mohabbat hai to, Hum tanha hi achay...!!...

  3. Lafz Dil se ada keray koi  By: Sumaira Malik
    Khuwaab lafzon me dhal nahi saktay Kaash aankhen parhaa keray koi Log taskheer ho bhi saktay hen ...

  4. Raaston ki marzi hai  By: Sumaira Malik
    Rok len ya barhny den tham len ya girny den Wisl ki lakeeron ko Tor den ya milny den Raaston ki marz...

  5. Kisi ko chaho to is Andaz se chaho  By: Saba Qureshi
    Kisi ko chaho to is Andaz se chaho.. Wo bhaly tumhen milay ya na milay, Magar usay jab bhi piyar m...

  6. Wo bakhshta hai Gunah e Azeem bhi lekin  By: Raheel Ahmed
    Wo bakhshta hai Gunah e Azeem bhi lekin, Hamari choti si Neki sambhal rakhta hai.. Hum Usay bhool...

  7. Tasveer To Ban Jaati Murat Nahi Hoti  By: Naila Soomro
    Be-Rabt Si Tehreer Ibarat Nahi Hoti, Hanthon Ki Lakeeron Me To Qismat Nahi Hoti, Sajday Me Dikhawa H...

  8. Arz-e-Matlab Ka  By: Naghma Khan
    Arz-e-Matlab Ka Adhura Silsila Rehny Dia Dastan Keh Di Bayan-e-Mud’da Rehny Dia Sirf Itna Yaad H...

  9. Aik aansu meri palkon pe numanyan hi sahi  By: Naghma Khan
    Aik aansu meri palkon pe numanyan hi sahi Log kehtay hain charaghaan to charaghaan hi sahi Hum ne ...

  10. Hazaro Alfaz khud-ba-khud bikhar jayenge  By: Naghma Khan
    Zuban hi sirf ek zaria nahi Jo aap lafzon ko samajh paayenge Kabhi aankhon mein jhaank kar dekhiye...

  11. Wohi mehfooz rakhay ga  By: Raheel Ahmed
    Wohi mehfooz rakhay ga Teray Ghar ko Bala'on se.. Jo Barish me shajar se Ghonsla girnay nahi de...

  12. Halki c dhup ho barisho k mausam me  By: Sumaira Malik
    Kese zinda rahe in sazisho k mausam me Ab koi khawish b nhi khawisho k mausam me. Use mujh se muhb...

  13. Mere Ashkoon Ko Palkoon Pr  By: Sumaira Malik
    Mere Ashkoon Ko Palkoon Pr Machalna Bhi Nahi Aata Izhaar-e-Zabt Se Mujhko Nikalna Bhi Nahi Aata Ga...

  14. Mohabbat To Mohabbat Hay  By: Sumaira Malik
    Khamosh Lehjey Mere Hamdam Kabhi Bola Nahi Karte, Dard"o"Gham Ko Hr Kisi k Saamnay Khola Nahi Kart...

  15. Sari zindge guzar gai  By: Sabijutt
    Sari zindge guzar gai dosru k aib dhondty dhondty Jab apny dil me jank k dhka to khud se koi bora...