Buy PUBG Mobile UC in Pakistan
SMS Categories
Our Community
Facebook Group Facebook Page
Follow Us on Twitter Follow Us on Twitter

Usay apnay dard ki fikar thi Wo jo mera



Usay apnay dard ki fikar thi
Wo jo mera wakf-e-hal tha
Wo jo us ki subh-e-urooj thi
Wohi mera waqt-e-zawal tha
Mera dard kaisay wo janta
Meri bat kaisay wo manta
Wo to khud fana k safar mein tha
Usay rokna hi muhal tha
Kahan jao gay mujhay chor kar
Mein yeh pooch pooch kar thak gaya
Wo jawab mujh ko na de saka
Who to khud srapa-e-sawal tha
Wo mila to sadion k bad bhi meray lab per koi gila na tha
Usay meri chup nay rula dia jisay guftagu main kamal tha



Send To Mobile  

<<< Read Previous | Read Next >>>



Submit Your Comments:



Related SMS to "Usay apnay dard ki fikar thi Wo jo mera"

  1. ............BHULAYA NA JAA SAKA.........  By: PAGALPANTI
    ............BHULAYA NA JAA SAKA............ Palkon pe aanso'on ko sajaya na jaa saka../ us ko bhi Di...

  2. Main khud gharz itna hoon k bas yehi cha  By: PAGALPANTI
    Main khud gharz itna hoon k bas yehi chahoon.../ Rahein hamesha MERI Muntazir TERI ankhein.../ ...

  3. mai rahi hoon rah-e-adam ka mujhe zindgi  By: PAGALPANTI
    mai rahi hoon rah-e-adam ka mujhe zindgi ki fikar nahi mai ji raha hoon is ghari mujhe aglay pal ki ...

  4. apane haathon se yun chehare ko chhupaat  By: PAGALPANTI
    apane haathon se yun chehare ko chhupaate kyon ho mujh se sharmaate ho to saamane aate kyon ho tum k...

  5. Wo silsily wo shoq wo nisbat nahi rahi..  By: PAGALPANTI
    Wo silsily wo shoq wo nisbat nahi rahi... Ab zindagi main hijr ki vehshat nahi rahi... Tota hai jab ...

  6. Kisi ka ishq kisi ka khyal thay hum bhi,  By: PAGALPANTI
    Kisi ka ishq kisi ka khyal thay hum bhi, Gaye dinon main bohat ba kamal thay hum bhi, Hamari khoj ma...

  7. UDAS SHAMAIN UJRE RASTAY KABHI BOLAIN TO  By: PAGALPANTI
    UDAS SHAMAIN UJRE RASTAY KABHI BOLAIN TO LOOT ANA� KISE KE ANKHOON MAIN RUTJAGOON KAY AZAB AE...

  8. Apno se juda ho kar, kaun zinda rahta ha  By: PAGALPANTI
    Apno se juda ho kar, kaun zinda rahta hai, Sanse chalti hain magar dil, Hamesha zindagi se khafa rah...

  9. Shaam ke ujalo par, Apny narm hatho sy,  By: PAGALPANTI
    Shaam ke ujalo par, Apny narm hatho sy, Koe baat achi si, Koe khawab sacha sa, Koi bolti kushbu, Koi...

  10. Jo khayal thay na qayas thay wohi log hu  By: PAGALPANTI
    Jo khayal thay na qayas thay wohi log hum se bichar gay Meri zindagi ki jo aas thay wohi log hum se ...

  11. Aaj rothay huway sajan ko bohat yaad kiy  By: PAGALPANTI
    Aaj rothay huway sajan ko bohat yaad kiya Apnay ujray huway gulshan ko bohat yaad kiya Jab kabhi gar...

  12. sab jaan ke bhi mujhse vo bhulaya na gay  By: PAGALPANTI
    sab jaan ke bhi mujhse vo bhulaya na gaya uske diye pyar ka koi bhi nishaan mitaya na gaya chaha bah...

  13. Ankhen thi kahan itni sharabi pehle C  By: PAGALPANTI
    Ankhen thi kahan itni sharabi pehle Chehre the kahan itne kitaabi pehle Aaina zara dekhiye boson k...

  14. Jab humne unse pucha sapna kya hota hai   By: PAGALPANTI
    Jab humne unse pucha sapna kya hota hai to unhone kaha band aankho mein jo apna hota hai khuli aankh...

  15. Sajde dil ke tarane bahut hai zindigi je  By: PAGALPANTI
    Sajde dil ke tarane bahut hai zindigi jeene ke bahane bahut hai aap sada muskurate rehna apki muskur...