Buy PUBG Mobile UC in Pakistan
SMS Categories
Our Community
Facebook Group Facebook Page
Follow Us on Twitter Follow Us on Twitter

Ghar k dareechay se lagh ker tujh ko son



Ghar k dareechay se lagh ker tujh ko sonchtey rahey,
Baadlon ki gargarahat mein tujh ko khoojhtey rahey..


Dhoondhney ka silsila saari raat chalta raha,
Kabhi jaaghtey rahey, kabhi tujh ko sonchtey rahey..


Barish ki ek boondh pari jo mere chehrey per,
Is nanhi si boondh mein tujh ko dhoondhtey rahey..


Yeh mausam bhi apne sath laata hai ek daastan,
Is daastaan ko sun ker tujh ko sonchtey rahey..


Apni sonch ko itna waseeh ker dia hum ney,
Keh samne sab kuch hai, phir bhi tujh ko sonchtey rahey...



Send To Mobile  

<<< Read Previous | Read Next >>>



Submit Your Comments:



Related SMS to "Ghar k dareechay se lagh ker tujh ko son"

  1. DUKH ANMOOL HOTAY HAIN Qudrat ki wadiya  By: PAGALPANTI
    DUKH ANMOOL HOTAY HAIN Qudrat ki wadiyat hotay hain Kabhi kuch day kar jatay hian Kabhi sub kuch che...

  2. Kiss qadar kaam barha deti hain yaadein   By: PAGALPANTI
    Kiss qadar kaam barha deti hain yaadein usski Neend aankhon se uraa deti hain yaadein usski Main ne...

  3. ...DOOR... Tum Door Sahi Muj Se Sapnoo  By: PAGALPANTI
    ...DOOR... Tum Door Sahi Muj Se Sapnoo Ma Tu A Jao Bechain Mere Dil Ko Pal Bar Behla Jao, Koi Lamha ...

  4. Bohot kuch badal jata hai Tere aane ke   By: PAGALPANTI
    Bohot kuch badal jata hai Tere aane ke baad, Bohot kuch bichar jata hai Tere jaane ke baad, Wo saman...

  5. Bohot kuch badal jata hai Tere aane ke   By: PAGALPANTI
    Bohot kuch badal jata hai Tere aane ke baad, Bohot kuch bichar jata hai Tere jaane ke baad, Wo saman...

  6. Mari mohabat hay woh, koi majboori to na  By: PAGALPANTI
    Mari mohabat hay woh, koi majboori to nahi. woh mujay chahay, ya mill jay zarori to nahi. yah kuch ...

  7. Aey Kaash� woh phool si muskurah  By: PAGALPANTI
    Aey Kaash� woh phool si muskurahat merey liye hoti woh masoom shararat merey liye hoti main ...

  8. Ker lea hai faisla kehna ossay abb na h  By: PAGALPANTI
    Ker lea hai faisla kehna ossay abb na hoga rabta kehna ossay jis pe hum chalte rahen hain SATH SATH ...

  9. Ab kiya likhein hum kagaz per Ab likhne  By: PAGALPANTI
    Ab kiya likhein hum kagaz per Ab likhne ko kiya baki hai Ik dil tha su wo tuth giya Ab lutne ko kiya...

  10. Tum kia ho Duniya ki nazar main aik aam  By: PAGALPANTI
    Tum kia ho Duniya ki nazar main aik aam insan ya ziada say ziada achay ya buray per meri nazar main ...

  11. muhabbat khud batatee hai kahan kis ka t  By: PAGALPANTI
    muhabbat khud batatee hai kahan kis ka thikana hai kisay ankhon mein rakhna hai kisay dil mein basan...

  12. Qiyamat khez hain aankhen tumhari!!   By: PAGALPANTI
    Qiyamat khez hain aankhen tumhari!! Tum aakhir khawab kis k dekhte ho......

  13. Yeh Zindagi barri ajeeb si.. Kabhi gulz  By: PAGALPANTI
    Yeh Zindagi barri ajeeb si.. Kabhi gulzaar si.. Kabhi bay-zaar si.. Kabhi khushi hamaaray saath saat...

  14. Tanha si zindzgi me tanha hai har rasta   By: PAGALPANTI
    Tanha si zindzgi me tanha hai har rasta , dosto yaaro se jaise toota ho vasta, sabhi hain saath par ...

  15. Sitare jo damakte hain kisi ki chashm-e  By: PAGALPANTI
    Sitare jo damakte hain kisi ki chashm-e-heeran main mulaqatain jo hoti hain jamal-e- abr-o-baraan ma...