Buy PUBG Mobile UC in Pakistan
SMS Categories
Our Community
Facebook Group Facebook Page
Follow Us on Twitter Follow Us on Twitter

Is Raat Ki Tanhayeeon K



Is Raat Ki Tanhayeeon K
Sab Rang Badal Gaye Hain
Chand Nikla Hai Waisay He
Andharay Badal Gaye Hain
Jin K Bharosay Theen Khushian
Woh Badal Thahar Gaye Hain
Manzilain To Ab Bhi Woh He Hain
Kuch Rastay Badal Gaye Hain

Jin Pe Kiya Tha Bharosa Hum Nay
Woh Dost Bichar Gaye Hain
Dekhay Thay Jo Hum Nay
Woh Khuwab Badal Gay Hain

Jo Banay Thay Kabhi Humsafar
Aaj Woh He Mukar Gaye Hain
Iss Tutay Huay Dil K Saray
Jazbaat Badal Gaye Hain
Na Badla Kabhi faize
Na Badley uss Ke Khayal
Bas Rona Hai Yehi
Kuch Log Badal Gayee Hain



Send To Mobile  

<<< Read Previous | Read Next >>>



Submit Your Comments:



Related SMS to "Is Raat Ki Tanhayeeon K"

  1. WAQT NAHI  By: musarat
    WAQT NAHI Har khushi Hai Logon Ke Daman Mein, Par Ek Hansi Ke Liye Waqt Nahi. Din Raat Daudti Duniya...

  2. Itna socha hai kuch sawalon per  By: musarat
    Itna socha hai kuch sawalon per barf si girne lagi hai balon per rone wale tu hans nahi sakte log ha...

  3. Kitny hamdard mily  By: musarat
    Kitny hamdard mily,dost mily, yar mily Sb ubharty hoy soraj k paristar mily Zindagi tu hamain bazaar...

  4. Suno Qismat Say Larney Ki  By: musarat
    Suno Qismat Say Larney Ki Kabhi Koshish Nahin Kartey Muqadar Jab Mukhalif Ho Duaaein Be-asar Jaaein ...

  5. Taaruf rog ban jaey,  By: musarat
    Taaruf rog ban jaey, to usko bhulna behtarTaaluq bojh ban jaey, to usko torna behtar Woh afsana, jis...

  6. Hum kesy PaGaL HoTy ThY !!  By: musarat
    Hum kesy PaGaL HoTy ThY !! Ek phooL Ko chonY Ki khateR,KanToon Se ZakhMi HoTy ThY Jo phooL jhOli mai...

  7. Wo to majborioon main lipti hain  By: musarat
    Wo to majborioon main lipti hain Apney shiddat bharey khyaloon main Apney ander chhupi ek aurat main...

  8. woh khaloos tha ke khumar tha  By: musarat
    woh khaloos tha ke khumar tha woh janoon tha ke saraab tha mujhey sochney mein zaman laga mujhey mun...

  9. Barra kathan hay raasta jo aa sako to  By: musarat
    Barra kathan hay raasta jo aa sako to saath do… Yeh zindagi ka faasla mita sako to saath do… B...

  10. kisi ne acha kisi ne mujhye bura jana  By: musarat
    kisi ne acha kisi ne mujhye bura jana jis ka jitna zarf tha us ne utna pehchana...

  11. Phool se pehle khusboo ko to dekho  By: musarat
    Phool se pehle khusboo ko to dekho, karne se pehle kaam ko to dekho, kisike roop mein diwana naa ban...

  12. Gham me hasne walo ko kabhi rulaya nahi  By: musarat
    Gham me hasne walo ko kabhi rulaya nahi jata, lehro se pani ko hataya nahi jata, hone wale ho jate h...

  13. Kabhi Kisi Se Pyaar Mat Karna  By: musarat
    Kabhi Kisi Se Pyaar Mat Karna! Agar Ho Jaye To Inkar Mat Karna! Nibha Sako To Chalna Us Ki Raha Par!...

  14. Din kuch aisay guzaarta hai koi  By: musarat
    Din kuch aisay guzaarta hai koi Jaisay ehsaan utaarta hai koi Dil mai kuch yun sambhaalta hun gham J...

  15. dard ke beez mere seene me laga gaye  By: musarat
    dard ke beez mere seene me laga gaye the tum, apne ashqon se unko main seench raha hu, shyad jo baat...