Buy PUBG Mobile UC in Pakistan
SMS Categories
Our Community
Facebook Group Facebook Page
Follow Us on Twitter Follow Us on Twitter

Woh kabhi aankh bhi



Woh kabhi aankh bhi jhapkay to laraz jata hon,
Mujhko us se bhi ziyada zaroorat hai uski,
Woh kahin jaan na lay Rait ka Taila hon main,
Mere kandhon pe Tameer hai Imaarat uski.



Send To Mobile  

<<< Read Previous | Read Next >>>



Submit Your Comments:



Related SMS to "Woh kabhi aankh bhi"

  1. Tumhain Hum na milen  By: Farhan Rajput
    Sub ne chaha k hum na milen, Hum ne chaha k tumhain ghum na milen, Agar khushi milti hai tumhain hum...

  2. Bohat tootay huye hain hum  By: Farhan Rajput
    Bohat tootay huye hain hum, Abhi dastak nahi dena, Hamari aankh hai pur nam, Abhi dastak nahi dena, ...

  3. Tujhe chor bhi nahi saktey  By: Farhan Rajput
    Tujhe chor bhi nahi saktey, Tere ho bhi nahi sakte, Ye kesi be basi hai aaj hum ro bhi nahi saktey, ...

  4. Tumhara khat mila jana  By: Farhan Rajput
    Tumhara khat mila jana, Woh tum ne jis main pucha hai, K ab halaat kese hain? Mere din raat kese hai...

  5. Zalim tha woh...  By: Farhan Rajput
    Zalim tha woh aur zulm ki aadat bhi bohat thi, Majboor thy hum bhi, Us se muhabbat bhi bohat thi, Wa...

  6. Na meri koi manzil hai  By: Farhan Rajput
    Na meri koi manzil hai na koi kinara, Tanhai meri mehfil aur yaden mera sahara, Tumse bichar ker kuc...

  7. Jee bhar k roya to qarar paya  By: Farhan Rajput
    Jee bhar k roya to qarar paya, Is daur main kisne sacha pyar paya? Zindagi guzar rahi hai imtahanon ...

  8. Behte aansuon ki zabaan  By: Farhan Rajput
    Behte aansuon ki zabaan nahi hoti, Lafzoo main Muhabbat bayan nahi hoti, Pyar mila hai to qadar kiji...

  9. Gila tujhse nahi....  By: Farhan Rajput
    Gila tujhse nahi Teri majboriyon se kerte hain, Tu aaj hamaray qareeb nahi to na sahi, Muhabbat to h...

  10. Ik zara si bhool khata ban gai  By: Farhan Rajput
    Ik zara si bhool khata ban gai, Mei wafa he meri saza ban gai, Dil liya aur khel ker torr diya, Hama...

  11. bewafa  By: momi
    barbad kar gai wo zindagi pyar k naam pe, bewafai mili hume wafa k naam pe, aise zkham de gai wo d...

  12. Mai Khud Zameen Mera  By: Wasiq Ansari
    Mai Khud Zameen Mera Zarf Aasman Ka Hai, K Toot Kar b Mera Hosla Chataan Ka Hai, Bichar K Mai Us Se ...

  13. Ek Toote Huwe Dil Ki  By: Wasiq Ansari
    Ek Toote Huwe Dil Ki Aawaaj Mujhe Kahiye Sur Jismein Hai Sab Ghum Ke Woh Saaz Mujhe Kahiye Main Kon ...

  14. Hijr k Mosm me ye  By: Wasiq Ansari
    Hijr k Mosm me ye Barish ka brasna kesa? Ek sehra se smandr ka guzrna kesa? A mre DiL na preshan ho ...

  15. Raat Din rulata ha  By: Wasiq Ansari
    Raat Din rulata ha INTZAAR tera. Cut gai umar kum na hua PYAAR tera. Ab to Aa jao k boht udas ha DIL...