Titliyaan Jugnoo Sabhi Hongay
Titliyaan Jugnoo Sabhi Hongay Magar Dekhay Ga Kon,
Hum Saja Bhi Lein Agar Deewar-O-Dar Dekhay Ga Kon.
Ab To Hum Hain Jagnay Walay Teri Khatir Yahan,
Hum Na Hongay To Tere Shaam-O-Sehar Dekhay Ga Kon.
Jis Ki Khatir Hum Sakhan Sachayi K Rastay Chalay,
Jab Wahi Usko Na Dekhay To Hunar Dekhay Ga Kon.
Sab Ne Apni Apni Ankhon Per Naqaabein Dal Li,
Jo Likha Hai Sheher Ki Deewaar Per Dekhay Ga Kon.
Bay Sitarah Zindagi K Ghar Main Ab Bhi Raat Ko,
Ik Kiran Teray Khayalon Ki Magar Dekhay Ga Kon.
Send To Mobile
<<< Read Previous |
Read Next >>>
Submit Your Comments:
Related SMS to "Titliyaan Jugnoo Sabhi Hongay"
- Taba-e-Mohabbat Yaar Ki By: pyaasapani
Bari Besabat hai Taba-e-Mohabbat Yaar Ki Sahil pe he Doob jati hain Aksar Kashtian pyar Ki....
- Pyaar Phoolon Se Karo By: pyaasapani
Pyaar Phoolon Se Karo ya karo kaantoon se ~Imran~ Kaantoon ki nazdiki takleef deti hai aur doori G...
- Mat Kaho Mujhe Phool By: pyaasapani
Mat Kaho Mujhe Phool Choomnay ko ~Imran~ Abi abi ek GUL murjhaya hai mera....
- teri khushbu By: musarat
teri khushbu ka pata karti hai mujh pe ehsan hawa karti hai shab ki tanhai main ab to aksar guftagu ...
- Talaash us ki hai By: musarat
Talaash us ki hai jis ko kabhi dekha bhi nahi Khayal us ka hai dil mein jise socha bhi nahi. Khuda s...
- Bichrna Moat Jesa Hai By: musarat
Bichrne ki Azeyat ko, Agar Tum jan'na Chaho,To kuch pal ko, Zara ye Saans Apni rok kr Dekho, Tumh...
- Mudat K Bad Dekha Use By: musarat
Mudat K Bad Dekha Use Badla Hua Tha Wo Najane Kia Hadsa Hua Sehma Hua Tha Wo Mujhe Dekh Kr Usne Ch...
- Mujh Py Ye Shaam Es Tarah Jadu Sa Kar Gai By: musarat
Mujh Py Ye Shaam Es Tarah Jadu Sa Kar Gai, Phir Teri Yaad Chorr Kar Janay Kidhar Gai, Aasaan To Na...
- Meri Awaaz Usay Sunai Nahi Deti By: musarat
Meri Awaaz Usay Sunai Nahi Deti, Ab to dor tak koi umeed dikhai nhi deti, Ehsas usay sab logon ka ...
- Aaj Phir Ek Dard Naya Mila By: musarat
Aaj Phir Ek Dard Naya Mila hy mjh ko, shayad dard ny mary dil ka rasta dekh lia hy....
- Teri Judai Mai Dil Be Qarar Na Karon By: musarat
Teri Judai Mai Dil Be Qarar Na Karon, Tu hukam dy to tera intzar na kron, Bewafai krni he to is ka...
- Wo Aam Si Sham Thi By: musarat
Wo Aam Si Sham Thi jb juda hue hm Na tot k pyar kr sake na ro saky hm Wo b din thy k roz bat krty ...
- Apne Gham De k Hum Se Khushi Le Lo By: musarat
Apne Gham De k Hum Se Khushi Le Lo, De k apne aansu hum se hansi le lo, Hum se jure rishte ko mazb...
- Janey Lagey Terey Shehar Se To By: musarat
Janey Lagey Terey Shehar Se To tujhey alwida Bhi na keh sakey, Teri sadgi itni haseen thi k tujhey ...
- Ham Ko Ahsas Hua By: musarat
Ham Ko Ahsas Hua. Pathar Aye Barson Pahlay Sheshay Tootay Barson Baad.! Aaj Hamari Khak Pe Dunya ...