Buy PUBG Mobile UC in Pakistan
SMS Categories
Our Community
Facebook Group Facebook Page
Follow Us on Twitter Follow Us on Twitter

Kahin Door Chala Jaunga



Yun He Ek RoZ Kahin Door Chala Jaunga
Waqt Kee Tarah Hun Haathon Se Fisal Jaaunga

Apni Yaadon Ke Nisha Chhod Kar Jaata Hun Mai
Dhund Lena Mujhe Yaadon Mai Main Mil Jaaunga

Mai Saba Ban Ke Tere Paas Se Gujrunga Kabhi
Tere Daaman Ko Jo Chhu Lunga To Thum Jaaunga

Mar Gaya To Bhi Fana Na Hone Paunga
Pyaar Bankar Main Fijaaon Mai Bikhar Jaaunga

Jo Kabhi Yaad Banke Aaunga Dil Mai Tere
Ashk Ban Kar Teri Aankho Se Chhalk Jaaunga

Ab To Hur Shaks Kee NaZron Se Anish Utar Sa Gaya
Teri Yaadon Se Bhi Ek Roj Utar Jaaunga



Send To Mobile  

<<< Read Previous | Read Next >>>



Submit Your Comments:



Related SMS to "Kahin Door Chala Jaunga"

  1. Jin say Rishtay Gehray hon  By: musarat
    Shidat-e-Dard Say Sharminda Nahi Meri Wafa Aye Dost..... Jin say Rishtay Gehray hon wo Zakham bh...

  2. Mayoosi Kay Lamhon Mein  By: musarat
    Wo Mayoosi Kay Lamhon Mein Zara Bhi Hosla Deta To Hum Kaghz Ki Kashti Pe Samnder Mein Utar Jatey.!...

  3. Wo Mayoosi Kay Lamhon Mei  By: AsiM
    Wo Mayoosi Kay Lamhon Mein Zara Bhi Hosla Deta To Hum Kaghz Ki Kashti Pe Samnder Mein Utar Jatey.!...

  4. Sharminda Nahi Meri Wafa  By: AsiM
    Shidat-e-Dard Say Sharminda Nahi Meri Wafa Aye Dost..... Jin say Rishtay Gehray hon wo Zakham bh...

  5. Maahi ve aeneetaan sachiyaane  By: musarat
    Maahi ve aeneetaan sachiyaane Mangda naseeba kuch aur hai O maahi ve, mohabbataan sachiya ne Mangda ...

  6. Kisi Aur Ka Hony Nahi Deti  By: AsiM
    Lipat kar apne takye se jagta rehta hon main. Tamam raat kisi ki yaad mujhe soney nahi deti. Us ki...

  7. Yahin Kahin Pe Tha  By: musarat
    ,Yahin Kahin Pe Tha, Yahin Pe Tha Mera Bachpan Yahin Hansa Tha, Yahin Kahi Pe Roya Tha, Yahin Darak...

  8. Pe Rona Aaya  By: musarat
    Kabhi Khud Pe Kabhi Halat Pe Rona Aaya, Baat Nikli To Har Ik Baat Pe Rona Aaya, Hum To Samje Te Ke ...

  9. Ham Se Milney Barson Bad  By: iqra
    Yadoon ka ik Johnka Aaya Ham Se Milney Barson Bad. Pahlay itna Roye nahi they Jitna Roye Barson Bad....

  10. Ek Moor Tha Usey Bhool Ja  By: iqra
    Kahan Ruke The Raste Ek Moor Tha Usey Bhool Ja Usey Bhool Ja Tere Naseeb ki Barish thi kisi or chat ...

  11. Tum itanaa jo muskuraa rahe ho  By: musarat
    Tum itanaa jo muskuraa rahe ho kyaa Gam hai jisako chhupaa rahe ho tum itanaa... aaNkhon men namii ...

  12. Ashk beh kr bhi kam nhe hote  By: musarat
    Ashk beh kr bhi kam nhe hote.... DOST Aankh kitni ameer hoti ha...!!!...

  13. PIYAR aur BARISH  By: musarat
    PIYAR aur BARISH dono aik Jaise hain,jo hmesha"YADGAR"hoty hn"FARQ"Sirf itna hai "BARISH"Jism Bhigot...

  14. Jeeney ko to Jee Rahe Hain  By: Fuzail
    Jeeney ko to Jee Rahe Hain un k baghair bhi Lekin, Saza-e-mout k mayoos qaidiyon ki tarah..!! :-(...

  15. Tabeebon se kya Poochon  By: musarat
    Tabeebon se kya Poochon Elaaj-e-dard-e-dil Mohsin?Marz jab Zindagi Khud ho to ?DAWA? kaisi ?DUA? kai...