gumsum ho kyun paas aao na
gumsum ho kyun paas aao na
ruthe ho yuun maan jaao na
dil mein hai jo, khul ke kaho
dil mein chhupaao na
gumsum ho kyun paas aao na
ruthe ho yuun maan jaao na
jaane kis baat pe tum aise khafa ho gaye
shaayad anjaane mein koyi mujhse khata ho gayi
bas itna toh bata do ke meri kya bhool hai
phir chaahe jo saja do mujhko woh kubool hai
kuchh toh kaho chup na raho aise sataayo na
gumsum ho kyun paas aao na
ruthe ho yuun maan jaao na
tum jo hasati ho toh yeh mausam muskuraata hai
kaliyaan khilati hai saara aalam gungunaata hai
dekho kabhi rona nahin, mujhko rulaao na
gumsum ho kyun paas aao na
ruthe ho yuun maan jaao na..
Send To Mobile
<<< Read Previous |
Read Next >>>
Submit Your Comments:
Related SMS to "gumsum ho kyun paas aao na"
- tere liye By: musarat
jism pak ankho mei bhar lu, sans sans mei shamil kar lu, is duniya mei jaan gawa, tjhe us dunya mei ...
- tere liye By: musarat
jism pak ankho mei bhar lu, sans sans mei shamil kar lu, is duniya mei jaan gawa, tjhe us dunya mei ...
- Main Us ki Khatr Tarapta Raha By: musarat
Main Us ki Khatr Tarapta Raha Sham o sehar Mohsin Arman na Hota gar Us ny Ek Aanso he Bahaya Hota....
- Bohat Mushkil Hai Meri Jaan By: musarat
Bohat Mushkil Hai Meri Jaan Tumhen Dil Se Bhula Dena. Tumhen Ek Din Sataein Gy Meri Chahat k Sab Ja...
- Hazaaron Pal Tumharey Bin By: musarat
Usey Kehna Hazaaron Pal Tumharey Bin, Na Poocho Kaisey Kaatey Hain, Kabi Yaadain Rulaati Hain, Kabi ...
- Daita Raha Faraib Koi By: musarat
Daita Raha Faraib Koi saadgi k sath. Itna bara mazaak meri zindagi k saath. Shayad mili saza es ju...
- Shikwa-e-Ishq Hai By: musarat
Shikwa-e-Ishq Hai Jurrat-e-Guftaar ka Paband, . . LEKIN . . Jo Lafzoon mein bayaan ho "MOHSIN" wo Mo...
- dastak nahi dena By: musarat
Buht tote hoe hein hum abi dastak nahi dena humari ankh ha purnam abi dastak nahi dena mere yaro abi...
- Tu Kisi Aur Ki Jagir Hai By: musarat
Tu Kisi Aur Ki Jagir Hay A Jan-e- Ghazal, Log Tufan Utha Dengay Meray Saath Na Chal, Pehlay Haq Th...
- Ae Waqt Zara To Tham Ja By: musarat
Ae Waqt Zara To Tham Ja, Mujhe yaad KISI ko kerne dy, Mujhe peyar hai ik SUNG DIL say, Jo koi BAAT ...
- Jab Guzar Jaye Gi Bahaar By: musarat
Jab Guzar Jaye Gi Bahaar to kya karo gey... Yaad aye ga mera Pyar to kya karo gey... Sattate ho ais...
- Lout k Aany ki Aadat Nahi Hai By: musarat
Sir Jhukaany ki Aadat nahi hay, Aansoo bahaany ki Aadat nhi h, Hum kho gaye to pachtao gay bohat, ...
- hone se pehle tha By: musarat
Juda hone ka andesha’ juda honE se pehle tha, Wo mujh se intehai khush’ khAfa hone se pehle tha,...
- Kahun K Kia Ho Tum By: musarat
Kahun K Kia Ho Tum. Mere liye meri Duniya ho Tum, Cho k jo Guzre wo Hawa ho Tum, Maine jo Mangi wo ...
- Ek Din Usne Pucha Main By: musarat
Ek Din Usne Pucha Main kahan hoon? MAINE KAHA: Mere Dil me, Meri Jaan me, Meri Saans me, Meri Aas me...