Buy PUBG Mobile UC in Pakistan
SMS Categories
Our Community
Facebook Group Facebook Page
Follow Us on Twitter Follow Us on Twitter

Best Collection of New Urdu Poetry SMS at Funny SMS

Looking For Urdu Poetry Sms? Latest Collection of Urdu Poetry SMS And Urdu Poetry SMS Messages Shayari SMS Messages, mohabbat poetry, pyar sms, for Shayari lovers. Urdu poetry sms: all about urdu shero, shayari. We bring this section for urdu poetry lovers. This category contains Urdu Poetry SMS, which are not suitable to post in Urdu Friendship Poetry, Urdu Sad poetry, Urdu birthday poetry, Urdu Love Poetry. All Urdu Poetry sms messages here are in urdu language, Refering in roman Urdu script, It would be as urdu shayari SMS, Dosti shayari, Urdu pyar / mohabbat ki shayari SMS. Urdu SMS Message and Urdu Poetry SMS with a few Funny Urdu Poems SMS. Cute Nice Friendship Urdu Text Messages for best friends and Urdu Messges Romantic Love Urdu Poetries for lovers.

Latest Urdu Poetry SMS:

  • A Chand Tu Hi Bata MjhKo
    A Chand Tu Hi Bata MjhKo,
    TujhKo MaloOm HoGa Afsana UsKa,
    Har Aankh Se Aankh Milata Hai Tu,
    Tu Ne Dekha hoga Aashyana Uska,
    Mera Dost Kis Haal Mein Hai,
    Kinse Hai Milna Milana Uska,
    A Chand Mere DOST Se Keh Dena,
    Muntzir Hai aaj B Ek Dost Purana Uska.


  By: AsiM   Send To Mobile
  • Zindgi ki Kitab K Pannay
    Zindgi ki Kitab k kuch panne hote hai,

    Kuch apne, Kuch begane hote hain.

    Pyar se savwar jati hai zindgi,

    Bas Pyar se rishte nibhane hote hai.


  By: musarat   Send To Mobile
  • Labo ki hasi tere naam kar denge
    Labo ki hasi tere naam kar denge,
    Har khushi tere naam kar denge,
    Jis din hogi kami mere pyaar mein,
    Zindagi ko maut ke naam kar denge.


  By: musarat   Send To Mobile
  • Dil ka kona hi khali na tha,
    Dil ka kona hi khali na tha,
    Dil ka sambhalna na khali hi tha,
    Tu aaye to har khushi ka lamha khali na tha,
    Teri har khushi ka ehsaas khali na tha,
    Yeh toh hui humari baat, uska darpan to khali na tha!


  By: musarat   Send To Mobile
  • Kaise bhool jaun tere liye yeh badi
    Kaise bhool jaun tere liye yeh badi khushi ki raat hai,
    Apne hi daga de mujhe par yaad hamare saath hai,
    Jab tak hai saansein tab tak yaad hai,
    Agar saansein toot gayi to aur baat hai.


  By: musarat   Send To Mobile
  • Mei karta hu mohabbat aapse dil me
    Mei karta hu mohabbat aapse dil me anjam-e-fiza buland karke
    Fikr hai to bas itni k dil tham na jaye apke ikhraar pe!

    Mohabbat ke har arse me kiya tadapkar har lamha yaad apko
    Fir bhi is wafa ke ba-as aapne bhula diya humko?

    Aashiki me kiya aapka intezar maine ek arse ka
    Duniya walon ke mutabiq woh arsa meri aashiki se meri maut tak tha!


  By: musarat   Send To Mobile
  • Chahat hai apki chahat ko pane ki
    Chahat hai apki chahat ko pane ki,
    chahat hai chahat ko aazmane ki,
    aap chahey na chahey par,
    chahat hai aap ki chahat mein mitt jane ki.


  By: musarat   Send To Mobile
  • Hum woh nahi jo dil
    Hum woh nahi jo dil laga ke tera dil tod denge,
    Saath jinge ka lekar bich safar mein choor denge,
    Agar rukne lagi dhadkane teri, meri dhadkano se pehle,
    Khuda kasam teri saanson se apni saansein jor denge.


  By: musarat   Send To Mobile
  • Apne man ko mana liya maine,
    Apne man ko mana liya maine,
    Zindagi se nibha liya maine !

    Ek khusboo si teri yaad aaye,
    Ek pal muskara liya maine !

    Pyaas tadpi to pee liya aansoo,
    Bhukh me gam ko kha liya maine !

    Dard ka geet ek tadapta sa,
    Pyaar mein gunguna liya maine !

    Mujhpe ilzam hai zamane ka,
    Kyon tera dil chura liya maine !

    Jab kabhi neend mujhse rooth gayi,
    Chand ko ghar bula liya maine !

    Kis tarah khusnaseeb hun mai bhi,
    Tumko khwabon me paa liya maine !!


  By: musarat   Send To Mobile
  • Rista ulfat ka yun nibhaya jata hai
    Rista ulfat ka yun nibhaya jata hai,
    Ashk pi kar bhi muskuraya jata hai,
    Aise bhi modh aate hai zindagi mein,
    Kisi ki khatir khudko mitaya jata hai.


  By: musarat   Send To Mobile
Urdu Poetry SMS By Page: << 272273274275276277 278279280281282 >>

Submit Your Comments: