Best Collection of New Urdu Poetry SMS at Funny SMS
Looking For Urdu Poetry Sms? Latest Collection of Urdu Poetry SMS And Urdu Poetry SMS Messages Shayari SMS Messages, mohabbat poetry, pyar sms, for Shayari lovers. Urdu poetry sms: all about urdu shero, shayari. We bring this section for urdu poetry lovers.
This category contains Urdu Poetry SMS, which are not suitable to post in Urdu Friendship Poetry, Urdu Sad poetry, Urdu birthday poetry, Urdu Love Poetry. All Urdu Poetry sms messages here are in urdu language, Refering in roman Urdu script, It would be as urdu shayari SMS, Dosti shayari, Urdu pyar / mohabbat ki shayari SMS. Urdu SMS Message and Urdu Poetry SMS with a few Funny Urdu Poems SMS. Cute Nice Friendship Urdu Text Messages for best friends and Urdu Messges Romantic Love Urdu Poetries for lovers.
Latest Urdu Poetry SMS:
-
Saath na rehne se
Saath na rehne se rishte nhi tuta karty,
Wqt k haath se lamhe nhi chuta karty.
Loog kehte hain mera SAPNA tut gaya
Tut'ti neend hai sapne nhi tuta karte.
By:
musarat
Send To Mobile
-
Main jhoom jaon to sharabi na smjhna
Main jhoom jaon to sharabi na smjhna,
Gir jaon jo
sajday main to namazi na smajhna,
Thorra sa behak gaya hon muhabbat main,
Jo Aagy barhon to shikari na samajhna,
Mujh se cheen li hain khushiyan meray apno ne,
Hath jo
phailaaon to bhikhari na smjhna,
Mujhe
Aata hai ab bhi muhabbat ka khyal,
Bohat kuch
khoya hai main ne anarri na samjhna,
Ek nasehat meri yaad rakhna
Ay dost
Mohabat ko kabhi tum wqt-guzari na samajhna..!
By:
musarat
Send To Mobile
-
k kisi tarha na nibha sakay
Sabhi ashk aankhon men aa gae,
na chupa saky na bata saky,
Wo jo raaz tha wo khul gya,
koi baat bhi na chupa saky,
Na wafa rahi na jafa rahi,
na wo dil raha na hum rahy,
uski yad ka jo charagh tha,
na jala saky na bujha saky,
Koi zor khud pe raha nahi,
koi bus bhi us pe chala nhi,
usy dekhty rahy door tak,
magar hath tak na hila saky,
Nahi is men uski khata koi,
na naseeb ka koi dosh tha,
Ye humara apna mizaaj tha,
k kisi tarha na nibha sakay..!
By:
musarat
Send To Mobile
-
Meri har nazar teri muntazir
Meri har nazar teri muntazir.
Teri har nazar kisi aur ki.?
Meri zindagi teri bandagi.
teri zindagi kisi aur ki.?
Kabhi wakt jo mile tujhay zara,
aa ke dekh mere haal ko.
Meri har ghari Tere liye,,,
teri har ghari kisi or ki?
Mujhay sirf teri talab thi..
par jane Q tujhe talab kisi or ki hui...!
By:
musarat
Send To Mobile
-
to kya karo gi
Jab Guzar jaye gi Bahaar to kya karo gi...
/
Yaad aye ga mera Pyar to kya karo gi...
/
Sattati ho aise jaise ajnabi hoon Main...
/
Chale jaein ge is duniya se to kya karo gi..
/
Apnao Gi kisi or ko mujhe Tanha chor kar,
/
Usey ho ga na tum se Pyar to kya karo gi,
/
Aakhir loat k aao gi tum meri raahon per,
/
Phir milay ga na phele jesa Pyar to kya karo gi,
/
Abhi to hansti ho meri Wafaaon per,
/
Ay! bewafa phir rona bhi hoga bekar to kiya karo gi?
By:
musarat
Send To Mobile
-
Daiti rahi faraib wo saadgi k sath
"Daiti rahi faraib wo saadgi k sath/.
"Itna, bara mazaak meri zindagi k saath/.
"Shayad, mili saza es jurm ki mujhay/.
"K, tha mujhay pyaar ek ajnabi k saath/.
"Wo, zehar bhi deti rhi dawa ki trha/,
"itna, bura slook meri sadgi k sath/,
"Apna, smjh k jis k liye ham ujr gay/,
"Kal, sham ja rhi thi kisi ajnbi k sath/,
By:
musarat
Send To Mobile
-
AB MJHE AZAD KRE.
apni tanhai mere naam pe abad kre,
k0n hoga jo mjhe is trha yad kre.
dil ajab shehr hai k jis par b iska dar khula,
wo musafir isy har simt barbad kre,
apne qatil ki zahanat se pareshan hun main,
har r0z m0ut ek naye tarz ki ijad kre,
bht din uski muthhi mein rha waj0od mera,
meri jaan se kaho,
AB MJHE AZAD KRE.
By:
musarat
Send To Mobile
-
To Mery KHWABON Me Aa jana
"AA JA NA"
Kabhi Jo Dekhni Ho Meri Mohabbat
To,
Meri Chahaton Me Aa Jana,
Kabhi Jo Kerni Ho Mujh Se Baten
To,
Meri Yaadon Me Aa Jana,
Kabhi Chaho Mehsos Kerna PYAR Mera,
To Meri Aankhon Me Aa Jana,
Kabhi Jo Sunni Ho Aawaz Mery DiL Ki,
To Meri Dharkanon Me Aa Jana,
Kabhi Jo Pao Khud Ko Akela Sa,
To Meri Raahon Me Aa Jana,
Kabhi Jo So Na Pao Meri YAAD Me,
To Mery KHWABON Me Aa jana!!
By:
musarat
Send To Mobile
Submit Your Comments: