Best Collection of New Urdu Poetry SMS at Funny SMS
Looking For Urdu Poetry Sms? Latest Collection of Urdu Poetry SMS And Urdu Poetry SMS Messages Shayari SMS Messages, mohabbat poetry, pyar sms, for Shayari lovers. Urdu poetry sms: all about urdu shero, shayari. We bring this section for urdu poetry lovers.
This category contains Urdu Poetry SMS, which are not suitable to post in Urdu Friendship Poetry, Urdu Sad poetry, Urdu birthday poetry, Urdu Love Poetry. All Urdu Poetry sms messages here are in urdu language, Refering in roman Urdu script, It would be as urdu shayari SMS, Dosti shayari, Urdu pyar / mohabbat ki shayari SMS. Urdu SMS Message and Urdu Poetry SMS with a few Funny Urdu Poems SMS. Cute Nice Friendship Urdu Text Messages for best friends and Urdu Messges Romantic Love Urdu Poetries for lovers.
Latest Urdu Poetry SMS:
-
Utar rahy hain jo Dil main khayal
Utar rahy hain jo Dil main khayal tery hain,
K meri
chashm-e-tamanna main khawb tery
hain,
Kitab meri qalam mera soch b meri,
Mgr jo likhy hain me ny wo baab tery hain,
Tu meri zaat ka 1 mustanad hawala hy,
Kitab-e-ishq main saary nisaab tery hain.
By:
musarat
Send To Mobile
-
Kahun Ke Kya Ho Tum
“Kahun Ke Kya Ho Tum….?”
Mere liye meri Duniya ho Tum,
Cho k jo Guzre wo Hawa ho Tum,
Maine jo Mangi wo Dua ho Tum,
Kya maine Mehsos wo Ehsas ho Tum,
Meri Nazar ki Talash ho Tum,
Meri Zindagi ka Qarar ho Tum,
Maine jo Chaha wo Pyar ho Tum,
Mere Intizar ki Rahat ho Tum,
Kaise Kahun k Sirf Pyar Nahin,
Meri JAAN ho Tum.
By:
musarat
Send To Mobile
-
kyun bhul gaye wo raste kabhi saath
"kyun"
kyun bhul gaye wo raste kabhi saath chalay thay jin pe?
kyun bhul gaye wo raten ki thi hazaro baatein jin mein hum ne?
kyun bhul gaye wo batein hanste hanste tum humko rulaya kartey they jin pe?
kyun hum se khafa honey k bahaney dhunde tum ne?
bewaja pareshan khud ko bhi kiya hum ko bhi kar gaye?
kyun bhul gaye wo rastey kabhi chalay they jin pe?
kyun itney badl gaye tum?
by musarat...
By:
musarat
Send To Mobile
-
Kwaab mera bikhar na jaye kahin
Kwaab mera bikhar na jaye kahin
Saans meri thehar na jaye kahin
Be hijaab na ghr se tu nikla kr
Husn tera bikhar na jaye kahin
Ehle duniya tu mujh ko bhool gae
Tu bhi ye kaam kar na jaye kahin
Na mila kr yun be rukhi se mujhe
Tu bhi dil se utar na jaye kahin
Tujh ko paane ki justaju mein Adan
Umer yunhi guzar na jaye kahin
By:
musarat
Send To Mobile
Submit Your Comments: