Best Collection of New Urdu Poetry SMS at Funny SMS
Looking For Urdu Poetry Sms? Latest Collection of Urdu Poetry SMS And Urdu Poetry SMS Messages Shayari SMS Messages, mohabbat poetry, pyar sms, for Shayari lovers. Urdu poetry sms: all about urdu shero, shayari. We bring this section for urdu poetry lovers.
This category contains Urdu Poetry SMS, which are not suitable to post in Urdu Friendship Poetry, Urdu Sad poetry, Urdu birthday poetry, Urdu Love Poetry. All Urdu Poetry sms messages here are in urdu language, Refering in roman Urdu script, It would be as urdu shayari SMS, Dosti shayari, Urdu pyar / mohabbat ki shayari SMS. Urdu SMS Message and Urdu Poetry SMS with a few Funny Urdu Poems SMS. Cute Nice Friendship Urdu Text Messages for best friends and Urdu Messges Romantic Love Urdu Poetries for lovers.
Latest Urdu Poetry SMS:
-
Wo khafa he humse to khafa hi rehne do,
Wo khafa he humse to khafa hi rehne do,
humko unka gunahgaar hi rehne do,
wo samjhte he ki humne chhod diya unko,
baat to jhoot he magar sach hi rehne do,
muddato mangi he khuda se khushiyan unki,
jo aata he ilzam hum pe to ilzam hi rehne do,
unki shart he ki me Bewafa banu,
agar khushi mile unko to muje bewafa hi rehne do,
Aayega waqt to dikhayenge unko apne zakham,
abhi khamosh he hum khamosh hi rehne do.
By:
PAGALPANTI
Send To Mobile
-
Cheenkhna chaha to dunya ka khayal aata
Cheenkhna chaha to dunya ka khayal aata raha,
Chup raha to har ghadi khamoshiya dasti rahin.
Band aankho me thhe kitne dil nashin manzar magar,
Khul gayi aankhe to phir bedaariyan dasti rahin.
Kya yahi tabeer thi ae dost hamare khwab ki,
Bediya tooti magar aazadiyan dasti rahin.
!p
By:
PAGALPANTI
Send To Mobile
-
Pattharo ko DIL ka haal sunane chala hu
Pattharo ko DIL ka haal sunane chala hu.
Ruthi hui kismat ko manane chala hu.
Nakam hasraton ka janaza uthaye hue,
Me unse wafa nibhane chala hu.
Woh bewafa na the,
Main badnasib tha,
Yeh baat zamane ko batane chala hu.
Sawan ki ghatao Tum kal umadna,
Aaj to main aansu bahane chala hu.
Jaha banaya tha kal maine aashiyana.
Aaj usi shaakh ko jalane chala hu.
Meri shayri kisi ka DIL na dukha de,
Isliye tanhai ko apni gazal sunane chala hu.
-SOHAIL
EK TANHA DIL
By:
PAGALPANTI
Send To Mobile
Submit Your Comments: