Best Collection of New Ramadan Day SMS at Funny SMS
The Holy Month of Ramadan is the most superior month in Islamic Calendar. It’s always a pleasure to send and receive compliments in regards of welcoming Ramdan, so we have compiled a nice list of ramadan sms messages in roman urdu & english. Rush now, and be the first to send Ramadan SMS Greetings or
Ramadan Mubarak sms to your friend, family, near and dear ones.
Here is very cool and latest collection of Ramadan Day SMS. You can also
Submit Ramadan Day SMS here. There are variety of spelling for the term Ramadan i.e Ramzan as well as Ramazan. Wish All Of your Friends and family A very Happy Month Of Ramadan. Send these New/Latest Ramadan Sms, Ramazan Messages, Ramdan Sms Messages to your Muslim And Religious friends.
Latest Ramadan Day SMS:
-
Tum Ibadat k Lamhon
Tum Ibadat k lamhon main Mera 1 kaam karna.
Her Sehri se pehle, Har Namaz k Bad.
Iftar se pehle, Har Rozy k baad.
Sirf apni Dua ka kuch alfaz mere naam karna.
By:
Irfan
Send To Mobile
-
Ramzan k 3 Ashray
Ramzan Mubarak.
Ramzan k Pehle 10 din Rehmat k,
Darmiyani 10 Din Maghfirat k,
Aur Baqi 10 Din Jahannum se Aazadi k han.
Allah Pak humain is maheeny ki Qadar karny ki taufiq ata farmaen. Aameen.
By:
Fuzail
Send To Mobile
-
Ramzan main Pyaas na Lagy
Ramzan Garmi k Mausam main aaya hai.
Is liye Pyaas ki Shiddat mehsoos na ho.
Aap sehri main 2 Spoon Dahi(Yogurt) kha len.
Is se pura din aftaari tak Pyaas nahi lagegi.
Aaram se har roza guzrega.
Is chhoti si baat ko har muslim tak pohnchaen. Taa ka har musalman 1 bhi rozy se mehroom na ho.
Remember me in your Prayers.
By:
Ariese Ansari
Send To Mobile
-
Roza Kab Farz hua
Roza 10 Shaban,
2 Hijri ko Farz hua.
Roze ki fazilat ka hukam
Sorah Baqrah Ayat 183,184 main hua.
Har Cheez k lye Zakat hai
Aur Jisam ki Zakat Roza hai.
By:
wahabi
Send To Mobile
-
PYAR bheja hai
Piyaron ne Paristaan se PYAR bheja hai.
Sitaron ne Aasman se SALAM bheja hai.
Mubarak ho Aapko RAMZAN ki khushiyan.
Ye Pegham humne Aapko ADVANCE bheja hai.
By:
SMS Guru
Send To Mobile
Submit Your Comments: