Best Collection of New Rainy Day / Barish SMS at Funny SMS
Send these
Barish/Rainy day SMS to your friends and family members. Latest/new Barish/Rainy day SMS, Barish/Rainy day SMS Messages, Barish/Rainy day Text Messages, Barish/Rainy day SMS collection In Sweet Rainy Weather.. You can Also
submit Barish/Rainy day SMS here.
Latest Rainy Day / Barish SMS:
-
Mausam hy barish ka aur yad tumhari
Mausam hy barish ka aur yad tumhari aati hy,
Barish k har ek katre se aawaz tumhari aati hy,
Badal jab garajte hain dil ki dharkan barhti hy,
Aur dil ki har ek dharkan se aawaz tumhari aati hy,
...
jab taiz hawaein chalti hain aur jaan humari jati hy,
Mausam hy barish ka aur yad tumhari aati hy.
By:
musarat
Send To Mobile
-
Tum ney barish ko mehz barasty dekha
Tum ney barish ko mehz barasty dekha ha,Ma ne aksar barishon ko kuch kehtey sunaty dekha hai..,
Tum dekhtey ho barishon ki jal thal har saal, Mn ney barsaat ko baar haa palkoon py muchalty dekha hai..,
Sekh gey hum barishoon ko apnay andar utarnay ka fun,Or phir sub ne humain har pal har dam hansty howey dekha hai..,
By:
musarat
Send To Mobile
-
Baarish Ki Barasti Boondon Mei
Baarish Ki Barasti Boondon Mei
Aur MerE Aansuaon mein
Yeh Baat Aik Si Hai K donon Hi
Kabhi Mausam, Kabhi Bin Mausam
Rim Jhim Barsa KartE Hain
Lekin Inn Mein Aik Farq Hai
Woh Yeh K Boondain To Bas
Boondain Hi Hoti Hain
Lekin Aansoo Kabhi Dukh Se Bharay Hote Hain
Kabhi Khushi Se Palkon PE Sajay Hotay Hain
Kabhi Bewafaai Kabhi Tanhai
Aur kabhi Inn Mein Namkeeni Hoti Hai
Kisi Ki Judaai Ki..!!
WHO CARES WHEN I CRY...:(
By:
AsiM
Send To Mobile
-
Barishon Mai Bheeg Kar
Barishon Mai Bheeg Kar,
Wo aksar kaha krti thi"
Mjhe 2 chezen boht pyari lgti han'
Ik barish aur ik tum"
Barish mjhe islye pyari lgti ha'
Q k barish tmari yaden le kr ati ha'
Tum mjhe islye pyare lgte ho,
Q k tmari yaden,
Barish ko or b pyara bna deti han"
Aj barish me akele bheeg kar'
JANE q..!!
Mera dil mjse bar bar keh rha tha,
K me barish ki hr ik bound se puchun,
Kya usy barishen aj b pyari lgti hain!!
By:
musarat
Send To Mobile
Submit Your Comments: