Best Collection of New Mothers Day SMS at Funny SMS
Mother's Day is a day honoring mothers, celebrated on various days in many places around the world. Mothers Day is celebrated in several country across the globe though the month and date on which
Mother's Day is celebrated in different countries varies. Most countries celebrate
Mothers Day on second Sunday in the Month of May. So this
Mother's day will be celebrated all over the world on
9 May 2010.
People use to send mothers day flower, mothers day gifts, mothers day cards, mothers day gift baskets, mothers day poems, quotes for mothers day and happy mothers day sms/text greetings messages. We hope you will love our sms messages collection dedicated towards mother's day. You can also
Submit Mother's Day here.
Latest Mothers Day SMS:
-
Maa Ka Din
Maa Ka Din Ho
Ya Walid Ka Din..!
Ye ISLAM Ka Hissa Nahi Hai..
Islam Hamen Her Roz
Maa Baap Ki Khidmat
Aur Tazeem ka Dars Deta Hai..!
Ye Din Un Logon Ka
Nikala Hua Hai jo
Boorha Hony Per
Apny Maa baap ko
Old House Chhor Aaty Hen,
Aur
Saal Me Ek Din Ja Ker
Un Logon Se
Mulaqaat Ker Lety Hen..!!
Think About It
Have A Nice Day..
By:
Sumaira Malik
Send To Mobile
-
Kehti Thi Maa
Seeny se Laga ker Kaha Kerti Thi Maa Mujh ko,
Tu Laal Hai Mera Na Sata Mujh ko,
Pachtaye ga Ik Din Jab me Chali Jaun gi,
Na Chahty Huwe bhi Akela Chorr Jaun gi,
Zamana Dikhaye ga Garmi ki Shiddat Tujh ko,
Yaad ker k Roye ga Tu Phir Mujh ko,
Muddat se Meri Maa ny Seeny se Nahi Lagaya,
Ab So Gai Khaak me Jab Khuch Kehny ka Waqt Aya Hai..!
Aye Allah Meri Maa Ki Maghfirat Ferma.
Ameen
By:
Naghma Khan
Send To Mobile
-
Bohat Hi Piyara Qissa
1 Bohat Hi Piyara Qissa Jo Aap ko Bhi Acha Lagy ga..
Ek MAA ny Apny Choty Bachay k sath PULL Paar kerty Huwe Kaha:
"Mera Hath Mazbuti se Pakar Lo"
Bacha Bola: Nahi Maa, Aap Mera Hath Pakar Len.
MAA: Is me kiya Farq Hai??
Bacha: Agar Me ny Aap ka Hath Pakra to Shayad
Me Mushkil me Aapka Hath Chorr Dunga,
Lekin Agar Aap ny Mera Hath Pakra to Mujhy Yaqeen Hai k
Aap Mera Hath Kisi Bhi Surat Me Nahi Choren Gi.
MAA Mertay Dam Tak Aulad ka Sath Nahi Chorti..!
By:
Raheel Ahmed
Send To Mobile
-
MAA
Kisi ny Hazrat Ali(R.A) se Poocha :
"Jin ki Maa Nahi hoti, Un k Bachon ko Dua kon deta hai"??
.
Ap(R.A) ny Fermaya :
"Koi Jheel Agar Sookh bhi jaye to
Mitti se Nami nahi Jati,
Isi Tarha,
Maa Inteqaal k baad bhi Apni Aulad ko
Dua Deti rehti hai"....!!
SUBHANALLAH
By:
Maha Abro
Send To Mobile
Submit Your Comments: