Best Collection of New Islamic SMS at Funny SMS
Best collection of
islamic sms and Al-Quran / Al-Hadith(Hadees) of the Day / text messages in roman urdu & english. Yes, you can also see good collection of sms messages related to Islam. Send these
cute Islamic sms messages to your
Muslim friends and brothers. Cool collection of Ramazan sms,
Ramadan month sms. You can also
submit islamic sms here.
Latest Islamic SMS:
-
Tum Main Se Piyaaz Aur Lehsun Khae
Rasulullah Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Fermaya:
Jo Koi Tum Main Se Piyaaz Aur Lehsun Khae
To Masjid Ke Qareeb Na Aae
Aur Fermaya Ager Inhain Khana Hee Hai
To Inko Paka Ker Inki Boo
Khatam Kerlo.
(Abu Dawood,Al Ta?ma, H#3827)
Kyun Ke Is Se Farishto Ko Bhi
Aeza Pohanchti Hai.
By:
musarat
Send To Mobile
-
Rook Naa Jana Khoof Say
Rook Naa Jana Khoof Say Beech Rah Mein
Khuda Ki Baargah Mein Gir Kar Ro Lenaa
Khud Ko Girnay Na Dena Apni Nigah Mein
Farishton Ko Kahan Hasil Toba Ki Lazat
Khata Karnaa Hay Fitrat-E-Insaan Mein
Khushiyan Muqadar Say Milti Hein Yahaan
Gham Miltay Nahi Baysabab Is Jahan Mein
Khudsaakhtaa Ohaam Say Rakhnaa Mun Ko Khali
Khudaa Miltaa Nahi Behs-O-Taqraar Mein
Duniya Ki Mehfil Mein Yaad Rakhnaa Nayaab
K Tanhai Rehnaa Hay Qaber K Makan Me
By:
musarat
Send To Mobile
-
HAZRAT MUHAMMAD (PBUH) Ne Fermaya:
?Ek
HAZRAT MUHAMMAD (PBUH) Ne Fermaya:
?Ek Musalman Per
Dosry Musalman K 6 HAQOOQ Hain?
(1)Bemar Ki AYADAT Karna
(2)SALAM Ka JAWAB Dena
(3)Us K JANAZE Me SHIRKAT Karna
(4)CHEENK Aye YARHAMKALLAH Kehna
(5)Uski DA?WAT Qabool Krna
(6) Uski Ghair Mojoodgi Main Uska Khair KHUWAH
HONA
(SAHI BUKHARI)
By:
musarat
Send To Mobile
-
ALLAH ta-aala Farmata h " Hum ne insano
ALLAH ta-aala Farmata h " Hum ne insano or jinno ko is liye paida kia k ibadat karen" yane meri pehchan Hasil karen, is pehchan ko Hasil karne k liye Hum yahan jamao Huwe hen, Ye justajoo Hamen upne Dill me paida krne ki zaroorat h, ye ilam Hasil krne ki hamen zurorat h, Tb Hum insaniyat k Naam k Qabil Ban sakenge, insan kehilwane k Qabil Ban sakenge.
(Khitabate Tahiriya_pg12)
[A.i.s.service]
By:
musarat
Send To Mobile
Submit Your Comments: