Best Collection of New Islamic SMS at Funny SMS
Best collection of
islamic sms and Al-Quran / Al-Hadith(Hadees) of the Day / text messages in roman urdu & english. Yes, you can also see good collection of sms messages related to Islam. Send these
cute Islamic sms messages to your
Muslim friends and brothers. Cool collection of Ramazan sms,
Ramadan month sms. You can also
submit islamic sms here.
Latest Islamic SMS:
-
10 baaton ko khatam kar deti hain
"10" baatein
"10" baaton ko khatam kar deti hain
1. Tauba - Gunah ko
2. Dukh - Zindagi ko
3. Ghussa - Aqal ko
4. Sadqa - Musibat ko
5. Chugli - Dostee ko
6. Namaz - Be-Hayaee ko
7. Neki - Badi ko
8. Jhooth - Rizq ko
9. Zulm - Insaaf ko
Aur
10. Takabur - Aamal ko
Achi bat phelana sadqa jaria hai.
By:
musarat
Send To Mobile
-
Namaz ke 10 Faide
Namaz ke 10 Faide.
1) Chehre ki Nooraniyat.
2) Dil ka Noor.
3) Jism ki Rahat.
4) Qabar mein Saathi.
5) Nuzool-e-Rehmat ke zaryaa.
6) Aasmano ki Chaabi.
7) Mizan-e-Hisab ka wazan.
8) ALLAH ki raza .
9) Jannat ki Qeemat.
10) Aag se bachao ka zarya.
Namaz ko mat kahein mujhe kaam karna hai,
Kaam ko kahein mujhe Namaz parhni hai..
By:
musarat
Send To Mobile
-
Qurani surton ki khasosiyat:Sur-e-
Qurani surton ki khasosiyat:Sur-e-Fatiha Allah k azab sy bachati hy
Sur-e-Yaseen qayamat k din pyas sy bachati hy
Sur-e-Waqia fikar-o-fakay sy bachati hy
Sur-e-Mulk azab-e-qabar sy bachati hy
Sur-e-Kosar dushmanon ki dushmani sy bachati hy
Sur-e-Kafron mout k waqat kufar sy bachati hy
Sur-e-Ikhlas munafqat sy bachati hy
Sur-e-Falaq haadsoon sy bachati hy
Sur-e-Naas waswasoon sy bachati hy
Qimiti gift hay. Dosron ko bhi gift karen.
By:
musarat
Send To Mobile
-
FARIDAY SMS*
* *FARIDAY SMS* *
Hazrat Moosa (A.S) ne Ek dafa Allah se poocha:
"AY ALLAH JAB TU KHUSH HOTA HAY TO KIA KERTA HAY?"
Allah ne farmaya:
"JAB MAIN KHUSH HOTA HOON TO BARISH KERTA HOON"
Hazrat Moosa A.S:
Tu aur ziyada khush ho to?
Allah:
"Tab main betiyan paida kerta hoon"
Hazrat Moosa A.S:
Jab Tu aur khush ho?
ALLAH NE FARMAYA:
Jab Main sab Se Ziyada KHUSH Hota hoon to "MAiN MEHMAN BHEJTA HOON."
By:
musarat
Send To Mobile
Submit Your Comments: