Buy PUBG Mobile UC in Pakistan
SMS Categories
Our Community
Facebook Group Facebook Page
Follow Us on Twitter Follow Us on Twitter

Best Collection of New Islamic SMS at Funny SMS

Best collection of islamic sms and Al-Quran / Al-Hadith(Hadees) of the Day / text messages in roman urdu & english. Yes, you can also see good collection of sms messages related to Islam. Send these cute Islamic sms messages to your Muslim friends and brothers. Cool collection of Ramazan sms, Ramadan month sms. You can also submit islamic sms here.

Latest Islamic SMS:

  • NABI KAREEM (S.A.W)
    NABI KAREEM (S.A.W)
    Ne Jibrail (A.S) Se Pucha
    k:
    Mere Chale Jane k Baad
    Bhi Tum Dunya Mein Aao
    ...Gey ?
    Jibrail (A.S) Ne Kaha:
    Haan Main Qayamat Tak
    10 Martaba Aao'n Ga , Har
    Bar Dunya Se 1 Cheez Utha
    Kr Le Jao'n Ga
    1- Sabr
    2- Sharam-o-Haya
    3- Mohabbat
    4- Barakt
    5- Insaf
    6- Sakhawat
    7- Halal
    8- Sadaqat
    9- Elm
    10- Qura'an

    Zara Sochiye ... !
    Pehli 8 Cheezei'n Tou
    Dunya Se Uth Chuki Hyn


  By: musarat   Send To Mobile
  • Her Roz Samandr ALLAH Sey Ijazat Mangta
    Her Roz Samandr ALLAH Sey Ijazat Mangta Hai K
    Bni Adam Ko Dubo Dun

    Farishtey Ijazat Mangtey Hain K
    Bni Adam Ko Halaak Kr Dein K
    TERI Na'Farmani Kr Rahey Hain

    Zameen Ijazat Mangti Hai K
    ALLAH In Ko Ulta Dein

    ALLAH PAK Jawab Deta Hai K

    Agar Ye Tumharey Bandey Hain Tu Maar Do

    Or

    Agar Merey Bandey Hain Tu Ye MERA Or MEREY Bandon Ka Mamla Hai

    MAIN In Ki Tauba Ka Intezar Kr Raha Hun

    K Jab Ye Tauba Karen Gey

    To MAIN Tauba Qabool Karun Ga.

    SUBHAN'ALLA


  By: musarat   Send To Mobile
  • AAP S.A.W k Pyare
    AAP S.A.W k Pyare
    Bete Ki Wafat Pr
    AAP S.A.W Bohat
    ...Ghamgeen Thay ,

    BIBI AYESHA R.Z ne
    AAP S.A.W Se Arz Kia
    k
    ALLAH Ne Har NABI A.S
    Ko Ye Darja Ataa Kia Hy
    k Wo Apni Zindagi Mein 1
    Dua Maang Skty Hyn Jo
    Foran Qubool Ho Jaye Gi,
    Tou
    AAP S.A.W Apne Bete Ki
    Dobara Zindagi Kia Dua
    Maang Lete, ALLAH Qubool
    Krny Wala Hy

    AAP S.A.W Ne Farmaya k
    Wo Dua Main Ne Aakhirat
    Mein Apni Ummat k Liye
    Sambhal Rakhi Hy

    (SUBHANALLAH)


  By: musarat   Send To Mobile
  • O son of Adam
    'O son of Adam !
    You are created in this world in many languages so that you
    may know one another. The best among you is he who fears Allah most.


  By: musarat   Send To Mobile
  • Jab subha uttho to Kalma Tayyba parho
    Jab subha uttho to Kalma Tayyba parho
    Q k marne k baad jab qabar main Farishte
    hum se sawal jawab karne aengay or humain utthaengay or pochhengay k tumhara RAB kon hai?


    Tumhara DEEN kya hai?
    To hum apni adat k mutabiq Kalma Tayyaba
    parte hue utthengay.
    Or Kalma Tayyaba main hi un Farishton
    k sawalon k jawab mojod hain.
    Lehaza khud bhi ye adat apnao
    or dosron ko bhi iski talim do.


  By: musarat   Send To Mobile
  • Ek Sahabi Allah Se Dua
    Ek Sahabi,
    Allah Se Dua
    Kr Rha Tha,
    Ay Allah !
    Muje Sabr Ata Kr.
    Aap(S.A.W.W) Ne Frmaya,
    "Allah Se Sabr Mat Mang
    Q K Sabr Musibt Pr Kia Jata Ha,
    Pehly Musibt Ayegi,
    Phr Sabr..
    Tu Allah Se Shukar Ada Krny Ki Tufeeq Mang,
    Q K Shukr Nemat
    Pr Ada Kia Jata He,
    Pehly Nemat Mlegi,
    Phr Shukr Ada Hoga..
    SUBHAN ALLAH


  By: musarat   Send To Mobile
  • ALLAH Rab-ul-Izzat Kitna Kareem or
    ALLAH Rab-ul-Izzat Kitna Kareem or Meherban hai.


    Hamari Ibadat or Taqwa Hamare Chehre Se Zahir Karta Hai.

    Magar

    Hamare Gunah Doosron Se Chupata Hai.


  By: musarat   Send To Mobile
  • "GUNAH"
    "GUNAH"
    Per SharMinda Hona
    "NADAMAT"

    OR

    Chor Dena
    "EHSAS" Hy

    NADAMAT Se
    EHSAS Tk
    Ke
    Safar Ko
    "TOBA"
    Khty Hy

    AO LOAT CHLAIN APNE "RAB" KI TARAF!


  By: musarat   Send To Mobile
  • It is better for a man
    It is better for a man
    to give one dirham as Sadqa during his lifetime
    than to give a hundred at the time of his death.

    (Abu Dawud).


  By: musarat   Send To Mobile
  • Allah did not promise
    Allah did not promise
    Days without pain,
    Laughter without sorrow,
    Sun without rain.

    But he did promise:
    Strength for the day,
    Comfort for the tears,
    and light for our ways.


  By: musarat   Send To Mobile
Islamic SMS By Page: << 9596979899100 101102103104105 >>

Submit Your Comments: