Best Collection of New Independence Day at Funny SMS
Independence Day SMS messages!.
14th august Pakistan Independence Day and
15th august Indian Independence Day and different days in different countries. Dont hesitate / forget to send
independence day sms greetings / Freedom Day SMS to your friends & family. You can also
Submit Independence Day SMS here.
Latest Independence Day:
-
Chand Meri Zameen
Chand Meri Zameen, Phool Mera Watan
Meri Sarhad Pe Pehra Hai Emaan Ka..
Mere Shehron Pe Saya Hai Quran Ka..
Mera Ek Ek Sipahi Hai Khyber Shikan..
Chand Meri Zameen Phool Mera Watan.
Happy Independence Day
By:
Rabia Naz
Send To Mobile
-
Khoon
Baha lo Khoon sarkon per
Magar itna to tum socho
Watan jab Khoon mangy ga
Tumharay paas kiya ho ga???
(Think About It)
By:
Rabia Naz
Send To Mobile
-
Chand ka Tukra
Ye sirf hamara Watan PAKISTAN hi nahi,
balke
"Chand ka Tukra" bhi hai...
Aur
Aap ko pata hona chahiye
K
Chand per
Na Light hoti hai,
Na Paani,
Na Gas,
Na CNG,
Na Petrol,
So Plz!!
No Gilay Shikway...
.
.
.
Chand Meri Zameen
Phool Mera Watan.
From Pakistani Rental
&
Nawaz Sharif Mental..:-)
.
.
Faraz k baad ab
Nawaz Sharif k liye Arz kerty hen,,
.
.
"Ganje" teri Sharafat pe sab ko hai Shak..
Wah wah wah
"Ganje" teri Sharafat pe sab ko hai Shak
.
.
.
Halki Halki Bhook me Halka Phulka Tak.
(,")/
<) )
_//_
By:
Naila Soomro
Send To Mobile
-
Quaid e Azam
Quaid e Azam
Baani e Millat
Fatima Jinnah
Mader e Millat
Liaqat Ali khan
Shaheed e Millat
Or
Nawaz Sharif
Petrol ki Qillat
Gas ki Qillat
Bijli ki Qillat
Paani ki Qillat
Zillat hi Zillat
"Zaleel e Millat"
By:
Rabia Naz
Send To Mobile
-
Na meri Phupi
Quaid e Azam ny farmaya
Na meri Phupi
Na mera Taya
Ro ro k me ny
Pakistan banaya
In Piyar kerny walon ny
Zara bhi reham na khaya
Kambakhton ny mere hi
Mazaar ko
DATE POINT banaya..!!
Advance 14 August Mubarak
By:
Sumaira Malik
Send To Mobile
-
Green Colour ka Hath Wala Pankha
14 August Qareeb hai,
Piyaray Watan se mohabbat zahir kernay
k liye ,
.
.
Green Colour ka Hath Wala Pankha
khareed len or us per
Chand Tara khud bana len.
.
.
Jhanday ka Jhanda or
Hawa ki Hawa.
Lehraatay Jao or Gaatay jao,
.
.
.
Me bhi pereshan hun,
Tu bhi pereshan hai,
Bijli ka bohraan hai,
Ye hum sab ka Pakistan hai.
I don't think k is se pehlay aap ko
kisi ny bhi 14 August wish kiya ho ga.
u know I am the best..!
By:
Naghma Khan
Send To Mobile
-
Yaum-e-Aazadi Mubarak
Ehed to Hum Bohat Se Karte Hain.
Aaj Ek Aisa Ehed Karen Jo Kabhi Na Tootay.
K Hum Apne Watan Pakistan Ki
Baqaa-o-Salamti K Liye Jo Kuch Ho Saka Karengy.
Aur Agar Kisi Baais Na Kar Sakay To
Kam Az Kam Karne Ki Umeed Zaroor Rakhengy.
Allah Pakistan Ko Sada Salamat Rakhy.
Yaum-e-Aazadi Mubarak.
By:
Wasiq Ansari
Send To Mobile
Submit Your Comments: