Buy PUBG Mobile UC in Pakistan
SMS Categories
Our Community
Facebook Group Facebook Page
Follow Us on Twitter Follow Us on Twitter

Tere Naam ki thi jo Roshni use khud tu n



Tere Naam ki thi jo Roshni use khud tu ne bujha diya
Jissko jala saki thi na Dhoop, use chandni ne jala diya
Main hun gardisho ka maara huwa, mujhe ab apni khabar nahi
Wo jo shakhs tha mera rehnuma usey Rastoo mainganwaa diya
Jissko samjha tha tuney raqeeb, woh tera naseeb tha
Tere haath ki lakeer tha, tuney haath sey hi mita diya
Mujhe ishq hai ke junoon, yeh faisla kabhi na ho saka
Mera naam zeenat-e-dasht tha, ise aandhiyo ne mita diya
Yeh udasiyo ka jamal hai ke umara ivj-e-kamal hai
Ke kabhi zaat se bi chupa liya to kabhi shehar bharko suna diya
Mere umar ka gulistan abhi khula huwa hai zaroor par
Woh jo phool the teri chah ke unko mosamon ne gira diya



Send To Mobile  

<<< Read Previous | Read Next >>>



Submit Your Comments:



Related SMS to "Tere Naam ki thi jo Roshni use khud tu n"

  1. Dard ki harr ik hadd se ab guzar gaya ho  By: PAGALPANTI
    Dard ki harr ik hadd se ab guzar gaya hoo’n mai, phir kabhi na simtunga you’n bikhar gaya hoo’...

  2. Gum me husn walo ko rulaya nahi jata leh  By: PAGALPANTI
    Gum me husn walo ko rulaya nahi jata lehron se pani hataya nahi jata hone wale ho jate hai khud hi a...

  3. kohraa sa dhuan sa lagtaa hai be-asar,   By: PAGALPANTI
    kohraa sa dhuan sa lagtaa hai be-asar, be-mazaa sa lagtaa hai dost gar ho be-muravvat to lafz-e-dost...

  4. dard badh kar bayaan na ho jaye yeh zam  By: PAGALPANTI
    dard badh kar bayaan na ho jaye yeh zameen aasmaan na ho jaye dil mein dooba hua jo nashtar hai mere...

  5. tumhe jafa se yoon na baaz aana chahiye   By: PAGALPANTI
    tumhe jafa se yoon na baaz aana chahiye tha abhi kuchh aur mera dil dukhana chahiye tha taveel raat ...

  6. Mahobatt Ke Naam Pe Dil Par Gehri Chot K  By: PAGALPANTI
    Mahobatt Ke Naam Pe Dil Par Gehri Chot Khayi Hai Marham Ke Intezaar Mein Ghav Pe Runjh Bhi Bhar Aayi...

  7. wafa ke wade woh sare bhula gaya chup ch  By: PAGALPANTI
    wafa ke wade woh sare bhula gaya chup chap woh mere dil ki deewarein hila gaya chup chap gam-e-hayat...

  8. JO KRTA HAI TUMSE PYAAR VOHI DETA HAI T  By: PAGALPANTI
    JO KRTA HAI TUMSE PYAAR VOHI DETA HAI TAKLIF HAZAAR USKE DIL ME HOTA HAI TUMHARI HAR BAAT KE LIYE IK...

  9. Us bewafa ne mujhe pyar karke bhi chhod   By: PAGALPANTI
    Us bewafa ne mujhe pyar karke bhi chhod diya, mujhe akela kar tanhaiyon se naata mera jod diya, jab ...

  10. Apne khwabo ki tabir ki khatir Meri chh  By: PAGALPANTI
    Apne khwabo ki tabir ki khatir Meri chhota sa sansar kyon ujar dala Yad kar wo din ek isara par main...

  11. Juda wo Hue pr Hum Nahin, Khafa wo hue pr Hum Nahi  By: PAGALPANTI
    Juda wo Hue pr Hum Nahin, Khafa wo hue pr Hum Nahin, Ek Hum He the Jo unse Pyar Karte Rahe, Bewafa W...

  12. Ek Bewafa Se Aik Mulaqat Bohat Hai Jitn  By: PAGALPANTI
    Ek Bewafa Se Aik Mulaqat Bohat Hai Jitna Diya Humnay Tera Saath Bohat Hai Duniya Ko Dil Ke Daagh Dik...

  13. Juda Honay Ka Andesha juda hony se pehle  By: PAGALPANTI
    Juda Honay Ka Andesha juda hony se pehle tha, Wo mujh se intehai khush khafa hone se pehle tha, Juno...

  14. Yaadai'n jaag jati hyn Barisho'n k maus  By: PAGALPANTI
    Yaadai'n jaag jati hyn Barisho'n k mausam main Har ghari satati hyn Barisho'n k mausam main Shaamb...

  15. Jaan kar bhi wo mujhe jaan na paye, aaj  By: PAGALPANTI
    Jaan kar bhi wo mujhe jaan na paye, aaj tak wo mujhe pehchaan na paye, khud he kr li bewafai humne, ...