Buy PUBG Mobile UC in Pakistan
SMS Categories
Our Community
Facebook Group Facebook Page
Follow Us on Twitter Follow Us on Twitter

Na Koi Subha Na Koi Apni Shaam Dete Ho



Na Koi Subha Na Koi Apni Shaam Dete Ho

Dil Dharakne Ko Mohabbat Ka Naam Dete Ho

Roz Chale Aate Ho Mere Khwab Main Tum

In Aankho'n Ko Tum Na Ek Pal Araam Dete Ho,

Tum Se Tou Na Poocha Gya Mera Hal-e-Dil Aur

Gairo'n Ko Roz Naya Salam Dete Ho,

Jb Kaat Dia Apne Aangan Se Shajar

Phr Q Sada Hum Ko Sar-e-Aam Dete Ho

Hum Ne Yaad Rakha Phr B Mujrim Thehre

Shayad Bhoolne Per Tum Inaam Dete Ho... !!!



Send To Mobile  

<<< Read Previous | Read Next >>>



Submit Your Comments:



Related SMS to "Na Koi Subha Na Koi Apni Shaam Dete Ho"

  1. Jo Daman Par Nahi Girtay  By: AsiM
    Wo Hairan Hain Mere Zabt Par To Keh Do Un Say Ja Kar, Jo Daman Par Nahi Girtay Woh Aansoo Dil Par ...

  2. Tanhaiyon Ka Shehar  By: Ariese Ansari
    Us k Dil Main Thori Si Jagah Maangi Thi Us Ne Tanhaiyon Ka Shehar Mere Naam Kar Diya....

  3. Boht Yad Karo Gy Jb Hm Nahi Hongy  By: SAYYAM
    Ye Ansoo Ye Ghum Km Nahi Hongy Ye Yaadein Ye Lamhy Hr Pal Nahi Hongy Bita Liya Karo Kuch Pal Hamre...

  4. Guzri hoi Zindagi ko kabhi  By: SAYYAM
    Guzri hoi Zindagi ko kabi yad na krna, Taqdeer mein jo likha hai uski fryad na krna, Jo hona hai wo ...

  5. Fursat mile jab Bhi  By: SAYYAM
    "Fursat mile jab Bhi Ranjishain Bhula dena,,, Kon jaane saanson Ki mohlat Kb tak hai:...

  6. zindagi . . .  By: faisal
    Zindgi da kuch pata nahi kado muk jana, Saha di as door ne kado tut jana, Vekh lavi bhave tu lakh va...

  7. Kaisay Kahain Tum Ko, Tumharay  By: AsiM
    Suno!! Kaisay Kahain Tum Ko, Tumharay Bin Adhoray Hain, Na Koi Pyas Hai Baqi, Na Koi Dard Uthta ha...

  8. Kitne Deewane Nikle  By: SAYYAM
    Hum Bhi Kitne Deewane Nikle, Diye se andhera mitane Nikle, Ghum-e-Dil pe humare jo hansa karte hain...

  9. Dosti Kahan Se Milti  By: Fuzail
    Ajnabi shahar main Dosti Kahan Se Milti Muhabbat mout hai is main zindagi kahan se milti Jis patha...

  10. Mohabbat K Safar Mai  By: SAYYAM
    Mohabbat K Safar Mai Dil Jala Kar Chain Milta Hy, Tmhare Dard Ki Mehfil Saja Kar Chain Milta Hai, ...

  11. Haakim-e-Shehar Bata  By: SAYYAM
    Haakim_e_Shehar Bata...! Waqt K Shikanjon Ne Khawahishon K Phoolon Ko "Noch Noch" Tora Hai" Kya Ye ...

  12. Hum Ne Ulfat Ka Bharam  By: SAYYAM
    Hum Ne Ulfat Ka Bharam Sub Se Juda Rakha Hai.. Goya Seenay Mein Tujhe Dil Ki Jaga Rakha Hai.. Dil ...

  13. Kai Din Se Yunhi Udas Hon  By: Shayare Maghrib
    Ye Teri Judai Ka Gham Nahi, Ye Silsaly To Hain Roz K, Teri Zaat Iska Sabab Nahi, Kai Din Se Yunhi ...

  14. Phool Wafa Ka Nahi Hota  By: AsiM
    Har Gira Huwa Phool Wafa Ka Nahi Hota, Har Utha Huwa Hath Dua Ka Nahi Hota. Bujh Jate Hain Diye Ak...

  15. Sakoot-e-Sham Mai Goonji  By: SAYYAM
    ( UDAASI ) Sakoot-e-Sham mein gonji sada udaasi ki. K hai mazeed udaasi, dawa udaasi ki. Amoor-e-d...