Best Collection of New Decent SMS Jokes at Funny SMS
Send these newly added Decent sms messages and jokes to your friends all over the world. Collection of decent sms and jokes text messages. You may send these Decent messages to all your dear ones. You can also submit Decent sms here. Choose one of the funny and Decent Sms messages and send it to your loved ones and friends.
Latest Decent SMS Jokes:
-
Mana k "SAPNAY" ka pahla lafz "S" hota h
Mana k "SAPNAY" ka pahla lafz "S" hota hai
But
agr "S" ko nikal do to
"APNAY" reh jata hai
or
agr aap jesay "APNAY" na hoon to
"SAPNAY" koe mani nhi rakhtay
By: Zahid
-
Mana k "SAPNAY" ka pahla lafz "S" hota h
Mana k "SAPNAY" ka pahla lafz "S" hota hai
But
agr "S" ko nikal do to
"APNAY" reh jata hai
or
agr aap jesay "APNAY" na hoon to
"SAPNAY" koe mani nhi rakhtay
By: Zahid
-
Gardish kay baad zaat ka mehwar mila muj
Gardish kay baad zaat ka mehwar mila mujhay
Jis se nikal gaya tha wohi ghar mila mujhay
Zarray kay ik juzz say khula raaz-e-kainaat
Qatray ki wasatoon main samandar mila mujhay
Kitni ajeeb baat hai jo chahta tha main.
Qismat say us tarha ka muqaddar mila mujhay
Main tha Kay Kafaytoon k parday main Qaid tha
Wo tha kay har lihaaz say Khul kar mila mujhay
By: Zahid
-
In aankhon main udasiyaan to bohot hain
In aankhon main udasiyaan to bohot hain mgr
Hontoon pay muskurahat ko saja rakha hai
kon hamaray dil ki gahrayoon ko samjhay ga
Ham nay khud ko khud main chupa rakha hai
By: Zahid
-
Aisa nhi k shakhs acha nhi hai wo
Jes
Aisa nhi k shakhs acha nhi hai wo
Jesa meray khayal main tha wesa nhi hai wo
Takhleek aasmaan par meray liye howa
mana k is zameen par mera nhi hai wo
By: Zahid
-
Meri Ghazal ka unwaan pochtay hain log
Meri Ghazal ka unwaan pochtay hain log
Dil main kon rahta hain naam pochtay hain log
chor kar chala gaya mujh ko akaila shaher main
kitnay main bik gaya daam poochtay hain log
main sangdil tha ya wo harjai
ek yahi baat sar-e-aam poochtay hain log
kal kia ho ga mujhay khud khabar nhi
meri muhabbat ka anjaam poochtay hain log
By: Zahid